SEARCH RESULTS
Showing search results for "gumbad-e-jaa.n"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "gumbad-e-jaa.n"
Sher
har shaKHs ko fareb-e-nazar ne kiyaa shikaar
har shaKHs gum hai gumbad-e-jaa.n ke hisaar me.n
Farrukh Zohra Gilani
Ghazal
har shaKHs ko fareb-e-nazar ne kiyaa shikaar
har shaKHs gum hai gumbad-e-jaa.n ke hisaar me.n
Farrukh Zohra Gilani
Ghazal
Mazhar Mirza Jaan-e-Janaan
BOOKS MATCHES FOR "gumbad-e-jaa.n"
MORE MATCHES FOR "gumbad-e-jaa.n"
Ghazal
aa.nkhe.n churaa ke ham se bahaar aa.e ye nahii.n
hisse me.n apne sirf Gubaar aa.e ye nahii.n
Jan Nisar Akhtar
Nazm
KHamosh aawaz
aa.o mai.n tum se ruuTh sii jaa.uu.n
aa.o mujhe tum ha.ns ke manaa lo
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
mutrib bhii tuu nadiim bhii tuu saaqiyaa bhii tuu
tuu jaan-e-anjuman hii nahii.n anjuman bhii hai
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
aafat-e-jaa.n us parii se dil lagaanaa ho gayaa
us ko kyaa chaahaa ki ik dushman zamaana ho gayaa
Hakeem Aagha Jan Aish
Ghazal
usii ke naam se paataa hai kaam-e-jaa.n lazzat
usii kaa ism mubaarak hai dil-paziir apnaa
Hakeem Aagha Jan Aish
Ghazal
chhupaa rahe na ruKH-e-yaar zulf me.n kyuu.n-kar
taqayya farz hai momin ko hifz-e-jaa.n ke liye
Hakeem Aagha Jan Aish
Rekhti
ai 'jaan' dil mai.n bechuu.ngii ab kau.Diyo.n ke mol
rahtii hai mujh ko roz KHariidaar kii talaash
Meer Yaar Ali Jaan
Ghazal
vo garm-e-sarf-e-naaz the vaa.n bazm-e-Gair me.n
sargarm us taraf miraa dil sarf-e-jaa.n me.n thaa
Hakeem Aagha Jan Aish
Rekhti
jaa.De me.n phuuT niklaa ye garmii kaa zor hai
ai 'jaan' kis si.Dan se hu.aa tuu kahaa.n KHaraab
Meer Yaar Ali Jaan
Rekhti
ai 'jaan' dil haraam se parhez kyaa kare
rahtaa nahii.n hai qaabuu me.n biimaar kaa mizaaj
Meer Yaar Ali Jaan
Ghazal
mashaam-e-jaa.n hu.ii yaaquub kii vahii.n taaza
jo pahu.nchii misr se yuusuf ke pairahan kii buu