SEARCH RESULTS
Showing search results for "gumbad-e-jaa.n"
Ghazal MATCHES FOR "gumbad-e-jaa.n"
Ghazal
har jabii.n par hai sajii jhuuT kii surKHii ai 'jaan'
ab to insaan bhii aKHbaar nazar aate hai.n
Jan Kashmiri
Ghazal
alfaaz ke teshe se ai 'jaan' taraash us ko
patthar ke libaade me.n poshiida jo hiiraa hai
Jan Kashmiri
Ghazal
ash.aar kyo.n na mere ho.n KHushbuu kii khetiyaa.n
ai 'jaan' KHaak-e-paak jo fan kii asaas hai
Jan Kashmiri
Ghazal
Mazhar Mirza Jaan-e-Janaan
Ghazal
ek din 'afroz' jitne bhii hai.n aaha.ng-e-hayaat
gumbad-e-jaa.n me.n vo sab hii be-sadaa ho jaa.e.nge
Afroz Rizvi
Ghazal
har shaKHs ko fareb-e-nazar ne kiyaa shikaar
har shaKHs gum hai gumbad-e-jaa.n ke hisaar me.n
Farrukh Zohra Gilani
Ghazal
Samad Ansari
Ghazal
aa jaa KHudaa ke vaaste aa jaa na der kar
dil meraa vaa-guzaar hu.aa hai abhii abhii
Jan Kashmiri
Ghazal
fasiil-e-jabr me.n dekhe usii ke sapne 'jaan'
kisii bhii haal me.n zauq-e-nazar na KHatm hu.aa
Jan Kashmiri
Ghazal
zahr-e-maahaul se pur hai mire tan kaa kaasa
kyo.n na mar jaa.e vahii.n mujh ko jo bichchhuu kaaTe
Jan Kashmiri
Ghazal
jab ko.ii siina-e-girdaab pe ubhraa qatra
yaad aaya dil-e-pur-KHuu.n ke lahuu kaa qatra
Jan Kashmiri
Ghazal
aa.nkhe.n churaa ke ham se bahaar aa.e ye nahii.n
hisse me.n apne sirf Gubaar aa.e ye nahii.n
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
mutrib bhii tuu nadiim bhii tuu saaqiyaa bhii tuu
tuu jaan-e-anjuman hii nahii.n anjuman bhii hai
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
ai jaan-e-aarzuu vo qayaamat se kam na the
kaaTe tire baGair jo Gurbat me.n chaar din
A G Josh
Ghazal
bachaa.e.n aabruu jismo.n kii bhii.D me.n kaise
hai kholnii girah-e-jaa.n magar kahaa.n khole.n