SEARCH RESULTS
Showing search results for "gumbad-e-jaa.n"
Nazm MATCHES FOR "gumbad-e-jaa.n"
Nazm
KHamosh aawaz
aa.o mai.n tum se ruuTh sii jaa.uu.n
aa.o mujhe tum ha.ns ke manaa lo
Jan Nisar Akhtar
Nazm
ahl-e-junun
jab bhii mahtaab-e-zar-afshaa.n ke ho chehre pe naqaab
jaan ham rakh ke hathelii par ulaT dete hai.n
Noor -e-Shama Noor
Nazm
gulha-e-aqidat
kaise kaise aql ko de kar dilaase jaan-e-jaa.n
ruuh ko taskiin dii hai dil ko samjhaayaa bhii hai
Syeda Shan-e-Meraj
Nazm
shahid-e-millat-o-watan!
Gubaar-e-rah tiraa hai har javaa.n ko surma-e-nazar
tire charaaG se sahar kii mil ga.ii hame.n KHabar
S. A. Rahman
Nazm
ye kaun aaya
KHaakistar-e-dil ko hai phir shola-ba-jaa.n honaa
hairat kaa jahaa.n honaa hasrat kaa nishaa.n honaa
Ibn-e-Insha
Nazm
phir sham hui
daf.atan sail-e-zulmaat ko chiirtaa
jal uThaa duur bastii kaa pahlaa diyaa
Ibn-e-Insha
Nazm
ruh-e-arzi aadam ka istiqbaal karti hai
ye gumbad-e-aflaak ye KHaamosh fazaa.e.n
ye koh ye sahraa ye samundar ye havaa.e.n
Allama Iqbal
Nazm
zaifa
uf laraztii KHaufnaak aavaaz chaukiidaar kii
nabz chhuuTii jaa rahii hai gumbad-e-davvaar kii
Josh Malihabadi
Nazm
aashob-e-agahi
zindagii mere liye gumbad-e-be-dar Thahrii
mai.n ki aavaaz-e-sabaa jaantaa huu.n