SEARCH RESULTS
Showing search results for "ha.nsne"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "ha.nsne"
Ghazal
qahqaha aa.nkh kaa bartaa.o badal detaa hai
ha.nsne vaale tujhe aa.nsuu nazar aa.e.n kaise
Waseem Barelvi
Ghazal
ham ishq ke maaro.n kaa itnaa hii fasaanaa hai
rone ko nahii.n ko.ii ha.nsne ko zamaanaa hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
ha.nsne kaa shauq ham ko bhii thaa aap kii tarah
ha.nsiye magar ha.nsii kaa mazaa ham se puuchhiye
Khumar Barabankavi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "ha.nsne"
Ghazal
ha.nsne ko sirf ho.nT hii kaafii nahii.n rahe
'javvaad-shaiKH' ab to kaleja bhii chaahiye
Jawad Sheikh
Ghazal
pahle to mai.n chiiKH ke royaa aur phir ha.nsne lagaa
baadal garjaa bijlii chamkii tum yaad aa.e
Nasir Kazmi
Ghazal
ha.nste jo dekhte hai.n kisii ko kisii se ham
mu.nh dekh dekh rote hai.n kis be-kasii se ham
Momin Khan Momin
Sher
itnaa to zindagii me.n kisii ke KHalal pa.De
ha.nsne se ho sukuun na rone se kal pa.De
Kaifi Azmi
Ghazal
Sultan Akhtar
Ghazal
Pirzada Qasim
Ghazal
is ko ha.nsne ke liye to us ko rone ke liye
vaqt kii jholii se sab ko ik kahaanii chaahiye




