SEARCH RESULTS
Showing search results for "had-bandii"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "had-bandii"
Sher
had-bandii-e-KHizaa.n se hisaar-e-bahaar tak
jaa.n raqs kar sake to ko.ii faasla nahii.n
Saqi Faruqi
Ghazal
aql ko naaz thaa had-bandi-e-KHair-o-shar par
dil ne jaa.nchaa to har ik kaam adhuuraa niklaa
Kausar Jayasi
Ghazal
had-bandii kii rekhaa to.De.n aa.o gale lag jaa.e.n
idhar tumhaare log kha.De hai.n udhar hamaare log
Ahmad Wasi
Ghazal
chaman chaman me.n udhar ho rahii hai had-bandii
khulii fazaa.e.n jidhar hai.n udhar kii baat karo
Akhtar Ansari Akbarabadi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "had-bandii"
Ghazal
Prabudha Saurabh
Ghazal
had-bandii-e-KHizaa.n se hisaar-e-bahaar tak
jaa.n raqs kar sake to ko.ii faasla nahii.n
Saqi Faruqi
Ghazal
had-bandii-e-ehsaas rahii umr-e-mu.ayyan
aur daa.era-e-kaar me.n parkaar the ham bhii
Akhtar Usman
Sher
shukr hai baa.ndh liyaa apne khule baalo.n ko
us ne shiiraaza-e-aalam ko bikharne na diyaa