SEARCH RESULTS
Showing search results for "had-e-nigah"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "had-e-nigah"
Ghazal
hadd-e-nigaah shaam kaa manzar dhu.aa.n dhu.aa.n
chhaane lagaa hai zehn ke andar dhu.aa.n dhu.aa.n
Iqbal Anjum
Ghazal
hadd-e-nigaah dhuup sii bikhrii hu.ii lagii
tere baGair ek sazaa zindagii lagii
Gulshan Barelvi
Sher
mai.n dekhtaa huu.n aap ko hadd-e-nigaah tak
lekin mirii nigaah kaa kyaa e'tibaar hai
Seemab Akbarabadi
PAGE MATCHES FOR "had-e-nigah"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "had-e-nigah"
Nazm
2 qahqaha
ajab raat hai hadd-e-nigaah tak har-suu
athaah zahar bharii chaa.ndnii kii jhiil sii hai
Takht Singh
Ghazal
shabaahate.n sii Gubaar-e-had-e-nigaah me.n hai.n
pas-e-falak kahii.n ahl-e-zamii.n bhii rahte hai.n
Abdul Ahad Saaz
Nazm
sham ka pahla tara (2)
aasmaa.n hadd-e-nazar tak varaq-e-saada thaa
na shafaq thii na ufuq par hii ko.ii taaraa thaa
Zehra Nigaah
Ghazal
ye kyaa jagah hai dosto ye kaun saa dayaar hai
had-e-nigaah tak jahaa.n Gubaar hii Gubaar hai
Shahryar
Nazm
taaqub apne ham-zad ka
had-e-nigaah tak vo KHushnumaa manzar
baadalo.n kii oT se pahaa.Dii nazaare
Perwaiz Shaharyar
Nazm
bujhti hui sard sham
saa.at kii talaash me.n hai
magar taa-hadd-e-nigaah phailii hu.ii maKHluuq