SEARCH RESULTS
Showing search results for "had-e-nigah"
Ghazal MATCHES FOR "had-e-nigah"
Ghazal
hadd-e-nigaah dhuup sii bikhrii hu.ii lagii
tere baGair ek sazaa zindagii lagii
Gulshan Barelvi
Ghazal
hadd-e-nigaah shaam kaa manzar dhu.aa.n dhu.aa.n
chhaane lagaa hai zehn ke andar dhu.aa.n dhu.aa.n
Iqbal Anjum
Ghazal
thii jis kii saltanat kabhii hadd-e-nigaah tak
miltii nahii.n hai us ko kahii.n ab panaah tak
Anas Nabeel
Ghazal
had-e-nigaah se aage nikalnaa laazim hai
mai.n apne par se hii u.Dne kii KHuu kashiid karuu.n
Tariq Mahmood
Ghazal
hai giraftaar-e-anaa har ko.ii taa-hadd-e-nigaah
zulmat-aabaad me.n ab kis ko pukaare qaidii
Aamir Ata
Ghazal
kyuu.n badle hu.e hai.n nigah-e-naaz ke andaaz
apno pe bhii uTh jaatii hai aGyaar ke hote
Zehra Nigaah
Ghazal
shabaahate.n sii Gubaar-e-had-e-nigaah me.n hai.n
pas-e-falak kahii.n ahl-e-zamii.n bhii rahte hai.n
Abdul Ahad Saaz
Ghazal
us ne jalaayaa mere nasheman ko phir kahaa
hadd-e-nigaah tak tujhe sahraa dikhaa.ii de
Syeda Nafis Bano shama
Ghazal
suuraj ke paar dekh sako gar mirii tarah
tab jaa ke paa.oge mirii hadd-e-nigaah ko
Hamdoon Usmani
Ghazal
naakaamii-e-hayaat kaa haasil ko.ii nahii.n
hadd-e-nigaah lagtaa hai manzil ko.ii nahii.n
Reshma Zaidi
Ghazal
abhii to ret sii bikhrii hu.ii thii hadd-e-nigaah
zaraa sii aa.nkh lagii naKHl-e-shab nikal aa.e
Moid Rasheedi
Ghazal
har samt KHaamushii kaa ghanaa ik hisaar thaa
hadd-e-nigaah silsila-e-kohsaar thaa
Iqbal Anjum
Ghazal
hadd-e-nigaah sho.ale ugaltii rahii zamii.n
hairat kii baat hai ki dhu.aa.n ko.ii bhii na thaa
Shabbir Ahmad Shad
Ghazal
bas ek dasht thii hadd-e-nigaah tak duniyaa
jo aarzuu me.n thaa vo gulsitaa.n kahii.n nahii.n thaa
Hina Rizvi
Ghazal
hadd-e-nigaah chaar-suu kirno.n kaa raqs thaa
pahluu me.n chaa.nd jhiil ke aayaa thaa aur bas