SEARCH RESULTS
Showing search results for "halqa-e-ushshaaq"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "halqa-e-ushshaaq"
Ghazal
jo alaamat ho tire halqa-e-ushshaaq ke biich
tujh se nisbat ke liye aisaa laqab bhii ko.ii hai
Shahid Kamal
Nazm
suKHan-taraaz
she'r kahnaa hai to phir halqa-e-‘ushshaaq me.n aa
qais ke saath bhaTak lailaa ke idraak me.n aa
Yasir Guman
Ghazal
yaa to mirii bastii ke sabhii log hai.n andhe
yaa halqa-e-aafaaq me.n suuraj kii kamii hai
Badr-e-Alam Khan Azmi
MORE MATCHES FOR "halqa-e-ushshaaq"
Ghazal
dil se dimaaG o halqa-e-irfaa.n se daar tak
ham KHud ko Dhuu.nDte hu.e pahu.nche kahaa.n kahaa.n
Ibn-e-Safi
Ghazal
zamaana qissa-e-daar-o-rasan ko bhuul na jaa.e
kisii ke halqa-e-gesuu me.n vo kashish hii nahii.n
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
in ke gesuu dil-e-ushshaaq pha.nsaane ke liye
jaa-ba-jaa halqa-e-zanjiir liye baiThe hai.n
Bedam Shah Warsi
Ghazal
ho muqaabil naala-e-dard-e-dil-e-ushshaaq ke
baaGbaa.n bulbul ko aisaa bhii taraanaa yaad hai
Mirza Maseeta Beg Muntahi
Ghazal
lashkar-e-qalb-e-saf-e-ushshaaq me.n hai GalGala
yakka-taaz-e-aah kuu.n kis ne kiyaa hai naa-rasiid
Siraj Aurangabadi
Ghazal
daam-e-har-mauj me.n hai halqa-e-sad-kaam-e-naha.ng
dekhe.n kyaa guzre hai qatre pe guhar hote tak
Mirza Ghalib
Ghazal
mat rakhiyo gard-e-taarik-e-ushshaaq par qadam
paamaal ho na jaa.e sar-afraaz dekhnaa