SEARCH RESULTS
Showing search results for "har-aan"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "har-aan"
Sher
har aan aa mujhii ko sataate ho naaseho
samjhaa ke tum use bhii to yak-baar kuchh kaho
Mohammad Rafi Sauda
Kulliyat
tujh se har aan mire paas kaa aanaa hii gayaa
kyaa gila kiije Garaz ab vo zamaana hii gayaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
zindagii daav pe har aan lagii rahtii hai
dil kii baazii me.n sadaa jaan lagii rahtii hai
Gulzar Bukhari
PAGE MATCHES FOR "har-aan"
DICTIONARY MATCHES
REKHTA DICTIONARY
haa.n aur
हाँ औरہاں اور
۔ ابھی زیادہ ہوناچاہیے کی جگہ۔؎
ai-haa.n
ए-हाँاے ہاں
گفتگو کو کلام سابق سے مربوط کرنے اور کبھی بھولی ہوئی بات یاد آنے کے موقع پر ، مترادف : خوب یاد . ٹھیک تو ہے.
har-aan
हर-आनہَر آن
Arabic, Hindi
constantly, every moment, continually
MORE MATCHES FOR "har-aan"
Ghazal
dil dard se aabaad hai har aan hamaaraa
ghar un kaa sahii is me.n hai saamaan hamaaraa
Mushtaq Shad
Ghazal
har aan us sitam-iijaad kii adaa hai aur
ki din ko aur hai shab ko vo dilrubaa hai aur
Sabir Rampuri
Ghazal
dekhtaa thaa mai.n palaT kar har aan
kis sadaa kaa thaa na jaane imkaan
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
apnii kaifiyyate.n har aan badaltii hu.ii shaam
munjamid hotii hu.ii aur pighaltii hu.ii shaam
Aftab Iqbal Shamim
Ghazal
har aan yaas ba.Dhnii har dam umiid ghaTnii
din hashr kaa hai ab to furqat kii raat kaTnii
Waliullah Muhib
Sher
mujh kuu.n har aan tire dard sii.n bahbuudii hai
ishq-baazii me.n ruKH-e-zard zar-e-suudii hai
Siraj Aurangabadi
Ghazal
kyaa Gair ko Dhuu.nDe.n ki tire kuuche me.n har ek
apnaa saa nazar aa.e hai kyaa jaaniye kyaa ho
Zehra Nigaah
Sher
Nazeer Akbarabadi
Rekhti
paisa thaa paas rahte the har-aan aashnaa
yaa duur duur karte hai.n ai jaan aashnaa
Meer Yaar Ali Jaan
Nazm
barf-bari
zindagii hai ki kisii taur kaTe jaatii hai
barf har aan gire jaatii hai








