SEARCH RESULTS
Showing search results for "hasiir"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "hasiir"
Ghazal
sunaa hai hashr hai.n us kii Gazaal sii aa.nkhe.n
sunaa hai us ko hiran dasht bhar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Marsiya
kursii bhii us kii pusht kii thii Dhuu.nDhtii panaah
thaa jis hasiir par vo do aalam kaa baadshaah
Meer Anees
Ghazal
Dattatriya Kaifi
Nazm
mir
mauja-e-bahr-e-qanaat terii abruu kii shikan
taKHt-e-shaahii par hasiir-e-faqr teraa KHanda-zan
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "hasiir"
Kulliyat
aaraa.ish-e-badan na hu.ii faqr me.n bhii kam
jaagah utuu kii jaame pe naqsh-e-hasiir the
Meer Taqi Meer
Ghazal
ajab faqiir ho taaj-e-jahaaniyaa.n tum ho
hasiir-e-KHaak pe masjuud aasmaa.n tum ho
Rasheed Kausar Farooquee
Ghazal
yaad hogii tumhe.n pahle kii har ik baat 'hasiir'
phir mohabbat se use tum ne navaazaa kyuu.n hai
Haseer Noori
Nazm
mere azizo
ye KHvaahisho.n kaa hasiir kuchh der ko lapeTo
fareb-e-suud-o-ziyaa.n se kuchh der
Salman Basit
Kulliyat
naqsh-e-hasiir tan par aise hai.n juu.n utuu ho
mat iltiyaam chaahe phir dil-shikastagaa.n se
Meer Taqi Meer
Kulliyat
lutf kyaa deve tumhe.n naqsh-e-hasiir-e-darvesh
boriyaa-posho.n se puuchho ye utuu naazuk hai
Meer Taqi Meer
Ghazal
tum ne mire liye to bahut kuchh kiyaa magar
kyaa tum ko ai 'hasiir' ko.ii faa.eda hu.aa
Haseer Noori
Ghazal
ham bachaate hii rahe us ko mohabbat se 'hasiir'
apnii harakat se magar vo KHud yahaa.n pak.Daa gayaa