SEARCH RESULTS
Showing search results for "hauz"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "hauz"
Ghazal
ajab nahii.n hai ki dil par jamii milii kaa.ii
bahut dino.n se to ye hauz saaf bhii na hu.aa
Parveen Shakir
Ghazal
khol de.n zanjiir-e-dar aur hauz ko KHaalii kare.n
zindagii ke baaG me.n ab sah-pahar hone ko hai
Parveen Shakir
Nazm
hasan kuza-gar(3)
jahaa.n-zaad
vo halab kii kaarvaa.n-saraaa kaa hauz, raat vo sukuut
Noon Meem Rashid
DICTIONARY MATCHES
BOOKS MATCHES FOR "hauz"
MORE MATCHES FOR "hauz"
Ghazal
janaab-e-shaiKH pahu.nch jaate hauz-e-kausar tak
agar sharaab se mai-KHaane me.n vazuu karte
Akhtar Shirani
Sher
ajab nahii.n hai ki dil par jamii milii kaa.ii
bahut dino.n se to ye hauz saaf bhii na hu.aa
Parveen Shakir
Ghazal
koyale.n kuukii.n bahut diivaar-e-gulshan kii taraf
chaa.nd damkaa hauz ke shaffaaf paanii me.n bahut
Muneer Niyazi
Ghazal
vaa'iz ko ye jalan hai shaayad ki farbahii se
rahtaa hai hauz hii me.n aksar pa.Daa magar saa
Meer Taqi Meer
Nazm
bahaar
hauz-o-favvaaro.n ko de kar aabruu phir lutf se
kyaa mo.attar farsh sabze kaa bichhaatii hai bahaar
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Shahzad Qais
Ghazal
jitne bhii daaG ra.uunat ke hai.n dhul jaa.e.nge
hauz-e-mai me.n tujhe shaiKH aaj Duboyaa jaa.e
Gopal Mittal
Nazm
holi
banaa ke gahrii tarah hauz mil ke sab filhaal
machaa.e holiyaa.n aapas me.n le abiir-o-gulaal
Nazeer Akbarabadi
Naat
hauz-e-kausar ke qarii.n maalik-e-kausar kii qasam
vo hai kaafir jo kahe mujh ko na piinaa aaya
Nooh Narvi
Ghazal
pilaa de aaj ki marte hai.n rind ai saaqii
zaruur kyaa ki ye jalsa ho hauz-e-kausar par
