SEARCH RESULTS
Showing search results for "hauz"
Ghazal MATCHES FOR "hauz"
Ghazal
ajab nahii.n hai ki dil par jamii milii kaa.ii
bahut dino.n se to ye hauz saaf bhii na hu.aa
Parveen Shakir
Ghazal
khol de.n zanjiir-e-dar aur hauz ko KHaalii kare.n
zindagii ke baaG me.n ab sah-pahar hone ko hai
Parveen Shakir
Ghazal
janaab-e-shaiKH pahu.nch jaate hauz-e-kausar tak
agar sharaab se mai-KHaane me.n vazuu karte
Akhtar Shirani
Ghazal
koyale.n kuukii.n bahut diivaar-e-gulshan kii taraf
chaa.nd damkaa hauz ke shaffaaf paanii me.n bahut
Muneer Niyazi
Ghazal
vaa'iz ko ye jalan hai shaayad ki farbahii se
rahtaa hai hauz hii me.n aksar pa.Daa magar saa
Meer Taqi Meer
Ghazal
Shahzad Qais
Ghazal
jitne bhii daaG ra.uunat ke hai.n dhul jaa.e.nge
hauz-e-mai me.n tujhe shaiKH aaj Duboyaa jaa.e
Gopal Mittal
Ghazal
pilaa de aaj ki marte hai.n ri.nd ai saaqii
zaruur kyaa ki ye jalsa ho hauz-e-kausar par
Aasi Ghazipuri
Ghazal
Saleem Ahmed
Ghazal
Siraj Aurangabadi
Ghazal
Siraj Aurangabadi
Ghazal
sayyaad ne tasallii-e-bulbul ke vaaste
kunj-e-qafas me.n hauz bharaa hai gulaab kaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Kashfi Lucknavi
Ghazal
mire liye to mire ghar kaa hauz kaafii hai
karuu.ngaa kyaa bhalaa logo mai.n bahr-o-qulzum se
Ibrahim Noori
Ghazal
hashr ke roz mulaaqaat kaa parvaana hai
hauz-e-kausar mire mahbuub kaa mai-KHaana hai
Yunus Tahseen
Ghazal
niklaa mah-e-naKHshab ki giraa chaah me.n yuusuf
yaa hauz ke andar mah-e-gul-ra.ng hai holii
Hatim Ali Mehr
Ghazal
hauz-e-aa.iina se favvaara nazaakat kaa chhuTe
raunaq-afzaa jo ho vo chaah-e-zaqan aa.iine me.n