SEARCH RESULTS
Showing search results for "hikaayaat"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "hikaayaat"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "hikaayaat"
Sher
ik umr sunaa.e.n to hikaayat na ho puurii
do roz me.n ham par jo yahaa.n biit ga.ii hai
Habib Jalib
Ghazal
likh likh ke ashk o KHuu.n se hikaayaat-e-zindagii
aaraa.ish-e-kitaab-e-bashar kar rahe hai.n ham
Rais Amrohvi
Ghazal
ai ham-nafaso kuchh to kaho ahd-e-sitam kii
ik harf se mumkin hai hikaayat nikal aa.e
Ahmad Faraz
Ghazal
dil ke sivaa kisii ko nahii.n jin kii kuchh KHabar
duniyaa se kyaa bayaa.n vo hikaayaat kiijiye
Naushad Ali
Ghazal
hikaayat-e-Gam-e-dil kuchh kashish to rakhtii hai
zamaana Gaur se suntaa hu.aa lage hai mujhe
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
kabhii shikaayat-e-ranj-e-giraa.n-nashii.n kiije
kabhii hikaayat-e-sabr-e-gurez-paa kahiye
Mirza Ghalib
Nazm
nazr-e-maulana hasrat-mohani
mar jaa.e.nge zaalim kii himaayat na kare.nge
ahraar kabhii tark-e-rivaayat na kare.nge











