SEARCH RESULTS
Showing search results for "hilaane"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "hilaane"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "hilaane"
Ghazal
ye safar paa.nv hilaane kaa nahii.n aa.nkh kaa hai
mai.n ne is baab me.n rukne ko masaafat likkhaa
Azm Bahzad
Ghazal
kachche pakke aam saham se jaate hai.n
jab bhii chi.Diyaa shaaKH hilaane lagtii hai
Nahid Akhtar Balooch
Ghazal
qaadrii ne Daa.nT kuchh aisii pilaa.ii sher ko
sher muslim-league kaa thaa dum hilaane se gayaa
Khalid Irfan
Nazm
KHuda ki shan
milaa thaa post pe custam kaa ik ba.Daa afsar
zaraa sii ghaas jo Daalii to dam hilaane lagaa
Khalid Irfan
Ghazal
vo aa.e dam-e-naz.a kyaa kah sake.n
nahii.n ho.nT tak bhii hilaane ke qaabil
Mufti Sadruddin Aazurda
Ghazal
aasmaa.n pe jaa baiThe ye KHabar nahii.n tum ko
arsh ke hilaane ko ek gunaah kaafii hai
Ambareen Haseeb ambar
Nazm
America ke kutte
ham se kahte hai.n zaraa aur hilaa.o dum ko
dum hilaane kaa saliiqa nahii.n aataa tum ko
Khalid Irfan
Ghazal
yaad aataa rahaa taa-der safar me.n mujh ko
haath rah rah ke dariiche se hilaane vaalaa







