SEARCH RESULTS
Showing search results for "hukm-e-murshid"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "hukm-e-murshid"
Ghazal
hukm-e-murshid pe hii jii uThnaa hai mar jaanaa hai
ishq jis samt bhii le jaa.e udhar jaanaa hai
Rakib Mukhtar
Ghazal
zabaan mu.nh me.n hai taar-e-gunah kii suurat
tumhaaraa hukm bajaa hai kalaam mat karnaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
ta.amiil-e-hukm-e-rab me.n hai.n masruuf raat-din
is vaaste ye shams-o-qamar bolte nahii.n
Aulad-e-Rasool Qudsi
Ghazal
ek pattaa bhii nahii.n hiltaa ba-juz hukm-e-KHudaa
kis tarah aabaad kar le.n apne viiraane ko ham
Parveen Umm-e-Mushtaq
Sher
muddat se ishtiyaaq hai bos-o-kanaar kaa
gar hukm ho shuruu.a kare apnaa kaam hirs
Parveen Umm-e-Mushtaq
BOOKS MATCHES FOR "hukm-e-murshid"
MORE MATCHES FOR "hukm-e-murshid"
Ghazal
muddat se ishtiyaaq hai bos-o-kanaar kaa
gar hukm ho shuruu.a kare apnaa kaam hirs
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
lillaahil-hamd ki gulzaar me.n ha.ngaam-e-subuuh
hukm-e-aazaadi-e-murGaan-e-giraftaar aayaa
Josh Malihabadi
Ghazal
Arif Abdul Mateen
Ghazal
kyaa kiijiye 'bashiir' shu'uur-e-anaa ke saath
hukm-e-sujuud-o-'aajizii-o-bandagii bhii hai
Basheer Ahmad Basheer
Ghazal
tum ne to hukm-e-tark-e-tamannaa sunaa diyaa
kis dil se aah tark-e-tamannaa kare ko.ii
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
paaband-e-hukm-e-girya-e-be-iKHtiyaar huu.n
mai.n sail-e-aabshaar huu.n abr-e-bahaar huu.n
Bekhud Mohani
Ghazal
sabaa ke saath milaa mujh ko hukm-e-dar-ba-darii
gulo.n kii zid hai mizaaj un kaa puuchh kar jaa.uu.n
Waheed Akhtar
Nazm
virana-e-KHayal
jin pe hukm-e-diida-e-biinaa lagaate hai.n
devtaa.o.n kii basiirat kaa.np jaa.e
Iftikhar Aazmi
Ghazal
saaGar kii aarzuu hai na paimaana chaahiye
bas ik nigaah-e-murshid-e-mai-KHaana chaahiye