SEARCH RESULTS
Showing search results for "hukm-e-murshid"
Nazm MATCHES FOR "hukm-e-murshid"
Nazm
virana-e-KHayal
jin pe hukm-e-diida-e-biinaa lagaate hai.n
devtaa.o.n kii basiirat kaa.np jaa.e
Iftikhar Aazmi
Nazm
abr
chaman me.n hukm-e-nashaat-e-mudaam laa.ii hai
qabaa-e-gul me.n guhar Taa.nkne ko aa.ii hai
Allama Iqbal
Nazm
lahu pukarta hai
vo sunte rahte hai.n bas hukm-e-haakimaan-e-jahaa.n
tavaaf karte hai.n arbaab-e-giir-o-daar ke gird
Ali Sardar Jafri
Nazm
pairahan-e-sharar
zamaana guzraa ki farhaad o qais KHatm hu.e
ye kis pe ahl-e-jahaa.n hukm-e-sa.ng-baarii hai
Ali Sardar Jafri
Nazm
hamare liye subh ke honT par bad-dua hai
gharo.n me.n utartii azaano.n me.n
hukm-e-sazaa hai
Sarmad Sahbai
Nazm
la-ilaha-illallah
agarche but hai.n jamaa.at kii aastiino.n me.n
mujhe hai hukm-e-azaa.n laa-ilaaha-illallaah
Allama Iqbal
Nazm
ye matam-e-waqt ki ghaDi hai
gajar bajaa hukm-e-KHaamushii kaa
to chup me.n gum ho ga.ii.n sadaa.e.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ek aur mashwara
mulk bech Daale.n yaa aabruu rakhe.n girvii
jaisaa hukm-e-haakim ho us tarah kiyaa jaa.e
Amjad Islam Amjad
Nazm
KHak-e-dil
naaz ye bhii Gam-e-dauraa.n kaa uThaanaa hogaa
zindagii dekh mujhe hukm-e-safar detii hai
Jan Nisar Akhtar
Nazm
shaer log
apnii aa.nkh un ke Gam me.n barastii rahii
sab se ojhal hu.e hukm-e-haakim pe ham
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
suraj
ba-hukm-e-KHudaa mujh se hii raushnii hai
a.ndhere se 'saahil' mirii dushmanii hai