SEARCH RESULTS
Showing search results for "husn-e-akhlaaq"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "husn-e-akhlaaq"
Ghazal
husn-e-aKHlaaq-o-mohabbat kii fazaa chho.D aa.e
ham jahaa.n pahu.nche vahaa.n buu-e-vafaa chho.D aa.e
Shaad Fidai Dehlvi
Ghazal
husn-e-aKHlaaq ke paikar the hamaare bachche
un ke haatho.n me.n thamaayaa hai ye patthar kis ne
Aziqur Rahman Sarim
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "husn-e-akhlaaq"
Ghazal
husn-e-aKHlaaq kii taasiir yaqiinii hai 'aziiz'
is se dushman ko dabaa.o to ko.ii baat bane
Azeez Moradabadi
Ghazal
sohbat-e-nek se insaan sudhar jaataa hai
husn-e-aKHlaaq se kirdaar sa.nvar jaataa hai
Sayeed Azmi
Ghazal
husn-e-aKHlaaq se insaan kaa honaa 'aarii
jaise ik phuul se KHushbuu kaa judaa ho jaanaa
Jagdeesh Jain
Ghazal
husn-e-aKHlaaq bhii hai husn-e-javaanii kii tarah
jhuk ga.ii hai.n tirii aa.nkhe.n jo hayaa aa.ii hai
Jaleel Manikpuri
Ghazal
husn-e-aKHlaaq vafaa sheva-e-tasliim-o-razaa
zinda har daur me.n rahne ke hai.n saamaa.n jaise
Khaleel Ansari Advocate
Ghazal
'ishq me.n jis dam KHamiir-e-'aashiqii rakkhaa gayaa
husn ke andar mizaaj-e-be-ruKHii rakkhaa gayaa
Ekhlaq Ahmad Ekhlaq
Ghazal
mujh ko tahziib viraasat me.n milii hai 'aKHlaaq'
yuu.n miraa jazba-e-aadaab nahii.n TuuTegaa
Ekhlaq Ahmad Ekhlaq
Ghazal
husn-e-aKHlaaq se 'bebaak' raho siina-sipar
dast-e-aGyaar me.n shamshiir-e-sharar-baar sahii
Bebak Bhojpuri
Hindi Ghazal
mahlo.n ke gun gaataa bhii to kaise ai 'aKHlaaq'
tuu to pyaare fuTpaatho.n kaa raaja lagtaa hai
Akhlaq Saghari
Ghazal
hazaar rang hai.n husn-o-jamaal ke lekin
vo rang aur hai jis ko shabaab le aa.e
Akhlaque Bandvi
Ghazal
naam kaa aks bhii aa.iina-e-kirdaar me.n rakh
naam 'aKHlaaq' sahii naam me.n kyaa rakkhaa hai