SEARCH RESULTS
Showing search results for "husn-e-azal"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "husn-e-azal"
Ghazal
jalva-e-husn-e-azal diida-e-biinaa mujh se
jaane kyaa soch ke phir kar liyaa parda mujh se
Javed Vashisht
Nazm
muraqqa-e-ibrat
jalva-e-husn-e-azal aa.e tasavvur me.n agar
gosha-e-dil me.n machalte hu.e armaa.n ho.nge
Lala Anoop Chand Aaftab Panipati
Ghazal
ai husn-e-azal terii kyaa shaan niraalii hai
dekhaa to jalaalii hai samjhaa to jalaalii hai
Shakir Naiti
Ghazal
husn-e-azal kaa jalva hamaarii nazar me.n hai
jo tuur par hu.aa thaa dil-e-diida-var me.n hai
Dattatriya Kaifi
Ghazal
husn-e-azal ne pahle hame.n jalva-gar kiyaa
duniyaa-e-hast-o-buud se phir be-KHabar kiyaa
Rifat-al-Qasmi
DICTIONARY MATCHES
BOOKS MATCHES FOR "husn-e-azal"
MORE MATCHES FOR "husn-e-azal"
Ghazal
KHud qalb miraa jalva-gah-e-husn-e-azal hai
ai 'zabt' mai.n joyaa-e-sanam-KHaana nahii.n huu.n
Zabt Sitapuri
Ghazal
vo aur ho.nge jinhe.n hai najaat kii KHvaahish
shahiid-e-husn-e-azal ko hai aarzuu terii
Nashad Kanpuri
Ghazal
merii hii aa.nkho.n pe Gaflat kaa pa.Daa thaa parda
shaahid-e-husn-e-azal mujh se hu.aa thaa na judaa
Talib Dehlavi
Ghazal
Makhmoor Dehlvi
Nazm
shab-KHun
ai aashiqaan-e-husn-e-azal Gaur se suno
mai.n barg-e-be-navaa to nahii.n huu.n ki chup rahuu.n
Muneer Niyazi
Naat
tuu sub.h-e-azal aa.ina-e-husn-e-azal bhii
ai salle-alaa suurat-e-sultaan-e-madiina
Jigar Moradabadi
Ghazal
jo baar-e-husn-e-azal koh-e-tuur sah na sake
qubuul us ko miraa qalb-e-paak-baaz kare