SEARCH RESULTS
Showing search results for "husn-e-azal"
Ghazal MATCHES FOR "husn-e-azal"
Ghazal
jalva-e-husn-e-azal diida-e-biinaa mujh se
jaane kyaa soch ke phir kar liyaa parda mujh se
Javed Vashisht
Ghazal
ai husn-e-azal terii kyaa shaan niraalii hai
dekhaa to jalaalii hai samjhaa to jalaalii hai
Shakir Naiti
Ghazal
husn-e-azal kaa jalva hamaarii nazar me.n hai
jo tuur par hu.aa thaa dil-e-diida-var me.n hai
Dattatriya Kaifi
Ghazal
husn-e-azal ne pahle hame.n jalva-gar kiyaa
duniyaa-e-hast-o-buud se phir be-KHabar kiyaa
Rifat-al-Qasmi
Ghazal
KHud qalb miraa jalva-gah-e-husn-e-azal hai
ai 'zabt' mai.n joyaa-e-sanam-KHaana nahii.n huu.n
Zabt Sitapuri
Ghazal
vo aur ho.nge jinhe.n hai najaat kii KHvaahish
shahiid-e-husn-e-azal ko hai aarzuu terii
Nashad Kanpuri
Ghazal
merii hii aa.nkho.n pe Gaflat kaa pa.Daa thaa parda
shaahid-e-husn-e-azal mujh se hu.aa thaa na judaa
Talib Dehlavi
Ghazal
Makhmoor Dehlvi
Ghazal
jo baar-e-husn-e-azal koh-e-tuur sah na sake
qubuul us ko miraa qalb-e-paak-baaz kare
Ghubar Kiratpuri
Ghazal
husn-e-azal hai aaj bhii jalva-fagan 'uruuj'
husn-e-azal ke laakh Gazal-KHvaa.n guzar ga.e
Urooj Qadri
Ghazal
tuu ne kis aasaanii se ai husn-e-azal
farzaano.n kaa kaam liyaa diivaano.n se
Ustad Azmat Hussain Khan
Ghazal
dekhtaa huu.n har kahii.n husn-e-azal kaa in.ikaas
zarra zarra Gairat-e-KHurshiid hai mere liye
Tilok Chand Mahroom
Ghazal
sharh-e-jamaal kiije shahaadat ke maa-sivaa
husn-e-azal kii baat rivaayat ke maa-sivaa
Samad Ansari
Ghazal
aa.iina-e-irfaa.n me.n jab husn-e-azal dekhaa
har barg kii jumbish me.n taqdiir nazar aa.ii
Vishnu Kumar Shauq
Ghazal
dekhaa tumhaarii shakl me.n husn-e-azal kii zau
sajda tumhaare dar pe hu.aa hai ravaa mujhe
Gulzar Dehlvi
Ghazal
KHaak zinda gar kare husn-e-azal kii aarzuu
darmiyaa.n rahtaa nahii.n phir ko.ii bhii taar-e-hijaab