SEARCH RESULTS
Showing search results for "ijmaalii"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "ijmaalii"
Sher
maa.n ne likhaa hai KHat me.n jahaa.n jaa.o KHush raho
mujh ko bhale na yaad karo ghar na bhuulnaa
Ajmal Ajmali
Sher
hazaar manzil-e-Gam se guzar chuke lekin
abhii junuun-e-mohabbat kii ibtidaa bhii nahii.n
Ajmal Ajmali
Ghazal
do pal ke hai.n ye sab mah o aKHtar na bhuulnaa
suuraj Guruub hone kaa manzar na bhuulnaa
Ajmal Ajmali
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "ijmaalii"
Sher
Ajmal Ajmali
Sher
kitnii taviil kyuu.n na ho baatil kii zindagii
har raat kaa hai sub.h muqaddar na bhuulnaa
Ajmal Ajmali
Sher
taar-e-nazar bhii Gam kii tamaazat se KHushk hai
vo pyaas hai mile to samundar sameT luu.n
Ajmal Ajmali
Ghazal
jo sach kahuu.n to mohabbat-shi.aar 'ajmal' me.n
hazaar aib sahii aadmii buraa bhii nahii.n
Ajmal Ajmali
Ghazal
'ajmal' na aap saa bhii ko.ii saKHt-jaa.n milaa
dekhe.n hai.n ham ne yuu.n to sitam-aashnaa bahut
Ajmal Ajmali
Ghazal
jis siraaj-e-ajmalii se thii.n umiide.n be-shumaar
vo bhii nazr-e-vaah-vaa ho jaa.egaa sochaa na thaa
Siraj Ajmali
Ghazal
kyaa sochte rahte ho tasviir banaa kar ke
kyuu.n us se nahii.n kahte kuchh ho.nT hilaa kar ke
Siraj Ajmali
Ghazal
is tarah kaise ho 'ajmal' chaara-e-dil kii umiid
dard apnaa aaKHirii had se guzartaa hii nahii.n
Ajmal Ajmali
Sher
Siraj Ajmali
Ghazal
fir'aun-e-vaqt ko.ii bhii ho sar-kashii karo
yaaraan-e-shahr merii tarah zindagii karo













