SEARCH RESULTS
Showing search results for "ijmaalii"
Ghazal MATCHES FOR "ijmaalii"
Ghazal
do pal ke hai.n ye sab mah o aKHtar na bhuulnaa
suuraj Guruub hone kaa manzar na bhuulnaa
Ajmal Ajmali
Ghazal
'ajmal' bha.Dak rahii hai zamaane me.n jitnii aag
jii chaahtaa hai siine ke andar sameT luu.n
Ajmal Ajmali
Ghazal
jo sach kahuu.n to mohabbat-shi.aar 'ajmal' me.n
hazaar aib sahii aadmii buraa bhii nahii.n
Ajmal Ajmali
Ghazal
'ajmal' na aap saa bhii ko.ii saKHt-jaa.n milaa
dekhe.n hai.n ham ne yuu.n to sitam-aashnaa bahut
Ajmal Ajmali
Ghazal
jis siraaj-e-ajmalii se thii.n umiide.n be-shumaar
vo bhii nazr-e-vaah-vaa ho jaa.egaa sochaa na thaa
Siraj Ajmali
Ghazal
kyaa sochte rahte ho tasviir banaa kar ke
kyuu.n us se nahii.n kahte kuchh ho.nT hilaa kar ke
Siraj Ajmali
Ghazal
is tarah kaise ho 'ajmal' chaara-e-dil kii umiid
dard apnaa aaKHirii had se guzartaa hii nahii.n
Ajmal Ajmali
Ghazal
fir'aun-e-vaqt ko.ii bhii ho sar-kashii karo
yaaraan-e-shahr merii tarah zindagii karo
Ajmal Ajmali
Ghazal
Siraj Ajmali
Ghazal
'ajmal' jab un kii bazm me.n chhe.Dii hai dil kii baat
apne to KHair Gair ko ta.Dpaa ga.e hai.n ham
Ajmal Ajmali
Ghazal
marhale saKHt bahut pesh-e-nazar bhii aa.e
ham magar tai ye safar shaan se kar bhii aa.e
Siraj Ajmali
Ghazal
Siraj Ajmali
Ghazal
haalaat-e-zamaana se laraz jaate hai.n 'ajmal'
yuu.n hai ki zamaane se hame.n pyaar bahut hai
Ajmal Ajmali
Ghazal
jis raat me.n na hijr ho ne vasl 'ajmalii'
us raat me.n kahaa.n kii Gazal jaagte raho