SEARCH RESULTS
Showing search results for "ikhlaas"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "ikhlaas"
Sher
tum takalluf ko bhii iKHlaas samajhte ho 'faraaz'
dost hotaa nahii.n har haath milaane vaalaa
Ahmad Faraz
Sher
Unknown
DICTIONARY MATCHES
REKHTA DICTIONARY
iKHlaas karnaa
इख़्लास करना اِخلاص کَرنا
regard, be friendly with, love, be sincere
iKHlaas rakhnaa
इख़्लास रखना اِخْلاص رَکھنا
regard, be friendly with, love, be sincere
BOOKS MATCHES FOR "ikhlaas"
Maktubat-e-Tasawwuf
Yani, Muhaddith-e-Jaleel, Arif-e-Kabeer Hazrat Aqdas Maulana Al-Haaj Muhammad Zakariya Sahib, Sheikhul Hadith Madrasa Mazahir Uloom Saharanpur, ke un granqadar makatib ka majmu'a jin mein sulook-o-ehsaan ka aasaan raasta, ikhlaas-e-nafs, zikr ki talqeen-o-ehtemaam, duniya ki ziyaankaari aur aakhirat ki nafa'mandi ko dilnasheen aur mo'assir andaaz mein Quran-e-Hakeem aur irshadat-e-Nabawi (S.A.W.) ki roshni mein pesh kiya gaya hai.
Author: Mohammad Zakariyya Kandhlawi
Editor: Syed Mohammad Shahid Saharanpuri
MORE MATCHES FOR "ikhlaas"
Sher
rashk kahtaa hai ki us kaa Gair se iKHlaas haif
aql kahtii hai ki vo be-mehr kis kaa aashnaa
Mirza Ghalib
Ghazal
tum takalluf ko bhii iKHlaas samajhte ho 'faraaz'
dost hotaa nahii.n har haath milaane vaalaa
Ahmad Faraz
Sher
Akhtar Muslimi
Sher
Akhtar Ansari
Ghazal
miraa iKHlaas bhii ik vaj.h-e-dil-aazaarii hai
banda-parvar mujhe ehsaas-e-gunahgaarii hai
Abdul Hamid Adam
Sher
guftuguu me.n vo halaavat vo amal me.n iKHlaas
us kii hastii pe farishte kaa gumaa.n ho jaise
Daem Gawwasi
Nazm
pahla patthar
sabaa hamaare rafiiqo.n se jaa ke ye kahnaa
ba-sad tashakkur-o-iKHlaas-o-husn-o-KHush-adabii
Mustafa Zaidi
Ghazal
azal the hai muje KHuubaa.n suu.n iKHlaas
abad lag muj hai mahbuubaa.n suu.n iKHlaas
Quli Qutub Shah
Sher
aatii hai nazar us me.n iKHlaas kii har suurat
aa.iina hai aa.iina insaan mohabbat kaa







