SEARCH RESULTS
Showing search results for "ikhlaas"
Nazm MATCHES FOR "ikhlaas"
Nazm
mata-e-ghair
kabhii apnii sii kabhii Gair nazar aa.ii hai
kabhii iKHlaas kii muurat kabhii harjaa.ii hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
hinDola
magar the aa.iine iKHlaas aur sharaafat ke
ye chand aa.ii ga.ii baate.n aisii baate.n thii.n
Firaq Gorakhpuri
Nazm
aaj ki baaten kal ke sapne
vaqt aa.egaa to iKHlaas kaa baadal ban kar
terii jhulsii hu.ii raato.n pe baras jaa.uu.ngaa
Qateel Shifai
Nazm
hello best friend
mujh ko kyaa ilm thaa iKHlaas kise kahte hai.n
kyaa hai dariyaa kaa sukuu.n pyaas kise kahte hai.n
Balmohan panday
Nazm
ilm
ilm hai aapas me.n iKHlaas-o-uKHuvvat ke liye
ye nahii.n auro.n ke nuqsaan-o-halaakat ke liye
Farooq Shakeel
Nazm
bhaarat ke musalman
islaam to mehr aur mohabbat kaa bayaa.n hai
iKHlaas kii ruudaad-e-muravvat kaa bayaa.n hai
Jagan Nath Azad
Nazm
KHushamad
pyaar iKHlaas o karam mehr muravvat dekhii
dilbaro.n me.n bhii KHushaamad hii kii ulfat dekhii
Nazeer Akbarabadi
Nazm
dard-e-mushtarak
mai.n ne iKHlaas ke phuulo.n se banaa.e gajre
mai.n ne iKHlaas ke phuulo.n se banaa.e gajre
Qateel Shifai
Nazm
dar-e-umid ke daryuza-gar
phir duhal karne lage tashhiir-e-iKHlaas-o-vafaa
kushta-e-sidq-o-safaa kaa dil jalaane ke liye
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
meri shaeri
dimaaG-e-KHudii auj-e-aflaak par hai
mire sher kii aa.nkh idraak par hai
Hafeez Jalandhari
Nazm
aap-biti
ik taraf azmat-e-aslaaf kaa maathe pe Guruur
aur ik samt vo iflaas ke phaile hu.e jaal
Khalilur Rahman Azmi
Nazm
jannat-e-kashmir yahi hai
sarmaaya-o-mehnat kaa hai jo mas.ala-e-KHaas
iflaas-o-imaarat kaa hai jo mas.ala-e-KHaas
Arsh Malsiyani
Nazm
ek nazm
hirs kaa shor fazaa.o.n me.n rachaa jaataa hai
baat iKHlaas kii ho.nTo.n me.n silii jaatii hai
Qateel Shifai
Nazm
pahla patthar
sabaa hamaare rafiiqo.n se jaa ke ye kahnaa
ba-sad tashakkur-o-iKHlaas-o-husn-o-KHush-adabii
Mustafa Zaidi
Nazm
urdu zaban
hinduu muslim ke iKHlaas kii daastaa.n
ittihaad-o-mohabbat kaa qaumii nishaa.n
Bano Tahira Sayeed
Nazm
sawal
chale duniyaa kii jaanib mol karne ko
hamaarii jeb me.n mehr-o-vafaa iKHlaas aur sachchaa.ii hai
Ambareen Haseeb ambar
Nazm
id-e-ramzan
nuur-o-nik.hat kaa jaise ho sail-e-ravaa.n
jaise iKHlaas-o-ulfat kaa ik kaarvaa.n