SEARCH RESULTS
Showing search results for "iklautaa"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "iklautaa"
Ghazal
baarishe.n jaa.De kii aur tanhaa bahut meraa kisaan
jism aur iklautaa kambal bhiigtaa hai saath saath
Parveen Shakir
Mazahiya
Zareef Jabalpuri
Ghazal
vo to anmol hai naayaab hai iklautaa hai
us kii tashbiih kare.n ham kisii shai se kaise
Wasi Shah
Naat
meraa sammaan miraa gyaan mirii daulat hai
ahl-e-islaam kaa iklautaa hai tuu hii dilbar
Kashif Shakeel
Ghazal
Vibha Jain 'Khwaab'
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "iklautaa"
Ghazal
ik shahanshaah biThaa rakkhaa hai sar par ham ne
jo ki ibliis kaa iklautaa pisar lagtaa hai
Rahib Maitreya
Ghazal
muflisii thii aur ham the ghar ke iklaute charaaG
varna aisii raushnii karte ke duniyaa dekhtii
Kashif Syed
Ghazal
merii iklautii T-shirt pe qabza jamaa.e
achchhaa roommate apnaa kachchhaa Dhuu.nD rahaa hai
Idris Babar
Ghazal
sardiyo.n kii raat me.n vo be-makaa.n muflis bashar
kis tarah rahtaa hai iklautii ridaa o.Dhe hu.e
Sharib Mauranwi
Nazm
Mamul
ek bu.Dhiyaa shab ga.e dahliiz par baiThii hu.ii
tak rahii hai apne iklaute javaa.n bachche kii raah
Rajinder Manchanda Bani
Nazm
sanp ko mat jaga
apnii iklautii band aa.nkh khole hu.e
pichhlii rut ke kisii biin ke sur se sarshaar
Satyapal Anand
Ghazal
Shabbeer Ehram
Translated Poetry
aaj bahut a.ndheraa hai; baarish se
pahaa.D nazar nahii.n aa rahaa iklautii aavaaz