SEARCH RESULTS
Showing search results for "iltijaa"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "iltijaa"
Sher
mujhe dost kahne vaale zaraa dostii nibhaa de
ye mutaalba hai haq kaa ko.ii iltijaa nahii.n hai
Shakeel Badayuni
Ghazal
zamaana dekh chukaa hai parakh chukaa hai ise
'qatiil' jaan se jaa.e par iltijaa na kare
Qateel Shifai
MORE MATCHES FOR "iltijaa"
Nazm
parchhaiyan
yahii fazaa thii yahii rut yahii zamaana thaa
yahii.n se ham ne mohabbat kii ibtidaa kii thii
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Ali Zaryoun
Ghazal
mai.n mar rahaa huu.n phir aa.e sadaa-e-kun-fayakuu.n
banaayaa jaa.e miTaa ke phir ibtidaa se mujhe
Adeem Hashmi
Ghazal
mujhe dost kahne vaale zaraa dostii nibhaa de
ye mutaalba hai haq kaa ko.ii iltijaa nahii.n hai
Shakeel Badayuni
Ghazal
sohbat me.n Gair kii na pa.Dii ho kahii.n ye KHuu
dene lagaa hai bosa baGair iltijaa kiye
Mirza Ghalib
Nazm
iltija-e-musafir
shagufta ho ke kalii dil kii phuul ho jaa.e
ye iltijaa-e-musaafir qubuul ho jaa.e
Allama Iqbal
Ghazal
na jaane KHalq-e-KHudaa kaun se azaab me.n hai
havaa.e.n chiiKH pa.Dii.n iltijaa ke lahje me.n






