SEARCH RESULTS
Showing search results for "iltijaa"
Nazm MATCHES FOR "iltijaa"
Nazm
parchhaiyan
yahii fazaa thii yahii rut yahii zamaana thaa
yahii.n se ham ne mohabbat kii ibtidaa kii thii
Sahir Ludhianvi
Nazm
iltija-e-musafir
shagufta ho ke kalii dil kii phuul ho jaa.e
ye iltijaa-e-musaafir qubuul ho jaa.e
Allama Iqbal
Nazm
udas aankhon ki salgirah
aur un KHayaalo.n me.n ek iltijaa bhii hai
iltijaa bhii itnii bas
Ashu Mishra
Nazm
salam
de kar razaa jo chehra-e-shabbiir zard hai
thii iltijaa-e-jang ye kis laala-faam kii
Parveen Shakir
Nazm
surud-e-shabana
paikar-e-iltijaa hai KHaamoshii
bazm-e-anjum fasurda-saamaa.n hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ahd-e-saza
hayaat ab to inhii.n mahbaso.n me.n guzregii
sitamgaro.n se ko.ii iltijaa kii baat na kar
Habib Jalib
Nazm
husn aur mazduri
bhiik me.n vo haath uTThe.n iltijaa ke vaaste
jin ko qudarat ne banaayaa ho hinaa ke vaaste
Josh Malihabadi
Nazm
farogh farruKH-zad ke liye ek nazm
faqat iltijaa ye hogii
ki apne irshaad-e-aaliya ko
Parveen Shakir
Nazm
wapsi ka safar
vo iKHtiyaar jo tum ne qafas me.n Dhaal diyaa
usii qafas se rihaa.ii hai ibtidaa merii
Ameeta Parsuram Meeta
Nazm
pahli nazar
niichii nazro.n se vo kuchh kahnaa ba-unvaan-e-hayaa
aap kab tashriif laa.e.nge ye us kii iltijaa