SEARCH RESULTS
Showing search results for "inkisaar"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "inkisaar"
Ghazal
abhii to sirf kamaal-e-Guruur dekhaa hai
tujhe qasam hai tamaashe bhii inkisaar ke dekh
Mehshar Afridi
Nazm
tum
halaavato.n kii tamannaa, malaahato.n kii muraad
Guruur kaliyo.n kaa phuulo.n kaa inkisaar ho tum
Kaifi Azmi
Ghazal
ab inkisaar bhii shaamil hai vaz.a me.n us kii
use bhii ab ko.ii ham-sar dikhaa.ii detaa hai
Ameer Qazalbash
PAGE MATCHES FOR "inkisaar"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "inkisaar"
Nazm
uljhanen
kamaal-e-husn aur ye inkisaar-e-ishq are tauba
vo naazuk haath meraa gosha-e-daaman ma.aaz-allaah
Kaifi Azmi
Ghazal
Guruur-e-husn unhe.n inkisaar-e-sheva-e-ishq
vo be-niyaaz rahe ham niyaaz-mand rahe
Makhmoor Dehlvi
Ghazal
had ho chukii hai ab to mire inkisaar kii
kamtar samajh ke mujh ko sataane lage hai.n log
Mohammad Ali Sahil
Ghazal
hamaare paas vo aayaa to khol kar aaGosh
ye chaahaa jaave.n ham us se ba-inkisaar lipaT
Nazeer Akbarabadi
Nazm
husn-e-bimar
inkisaar-e-husn palko.n ke jhapakne me.n nihaa.n
niim-vaa biimaar aa.nkho.n se muravvat sii ayaa.n
Josh Malihabadi
Nazm
kaif se KHumar tak
inkisaar me.n ik Guruur saa
kuchh KHumaar saa kuchh suruur saa