SEARCH RESULTS
Showing search results for "inqalaab"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "inqalaab"
Ghazal
Jigar Moradabadi
PAGE MATCHES FOR "inqalaab"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "inqalaab"
Nazm
masjid-e-qurtuba
chashm-e-faraansiis bhii dekh chukii inqalaab
jis se digar-guu.n hu.aa maGrabiyo.n kaa jahaa.n
Allama Iqbal
Ghazal
inqalaab-e-pai-ba-pai har gardish o har daur me.n
is zamiin o aasmaa.n ko kyaa samajh baiThe the ham
Firaq Gorakhpuri
Sher
inqalaab aa.egaa raftaar se maayuus na ho
bahut aahista nahii.n hai jo bahut tez nahii.n
Ali Sardar Jafri
Sher
ai vaa.e inqalaab zamaane ke jaur se
dillii 'zafar' ke haath se pal me.n nikal ga.ii
Bahadur Shah Zafar
Sher
ye kah rahii hai ishaaro.n me.n gardish-e-garduu.n
ki jald ham ko.ii saKHt inqalaab dekhe.nge
Ahmaq Phaphoondvi
Nazm
nazr-e-dil
aa.o mil kar inqalaab-e-taaza-tar paidaa kare.n
dahr par is tarah chhaa jaa.e.n ki sab dekhaa kare.n



