SEARCH RESULTS
Showing search results for "inqalaab"
Ghazal MATCHES FOR "inqalaab"
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
inqalaab-e-pai-ba-pai har gardish o har daur me.n
is zamiin o aasmaa.n ko kyaa samajh baiThe the ham
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
aaj 'qaabil' mai-kade me.n inqalaab aane ko hai
ahl-e-dil andesha-e-suud-o-ziyaa.n tak aa ga.e
Qabil Ajmeri
Ghazal
inqalaab aayaa na jaane ye chaman me.n kaisaa
Guncha-o-gul mujhe talvaar nazar aate hai.n
Shakeel Badayuni
Ghazal
ra.ng-e-mahfil chaahtaa hai ik mukammal inqalaab
chand sham.o.n ke bha.Dakne se sahar hotii nahii.n
Qabil Ajmeri
Ghazal
ai husn-e-yaar sharm ye kyaa inqalaab hai
tujh se ziyaada dard tiraa kaamyaab hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
safed qalme.n hu.ii.n to siyaah-zulf milii
ab aisii umr me.n ye inqalaab ya.anii tuu
Mehshar Afridi
Ghazal
mulk-e-suKHan me.n yuu.n nahii.n aane kaa inqalaab
do-chaar baar nuun kaa elaan chaahiye
Irfan Siddiqi
Ghazal
kah rahe hai.n chand bichh.De rahravo.n ke naqsh-e-paa
ham kare.nge inqalaab-e-justujuu kaa ehtimaam
Saghar Siddiqui
Ghazal
zamaana vasl me.n letaa hai karvaTe.n kyaa kyaa
firaaq-e-yaar ke din ek inqalaab na thaa
Ameer Minai
Ghazal
laa ik KHum-e-sharaab ki mausam KHaraab hai
kar ko.ii inqalaab ki mausam KHaraab hai
Saghar Siddiqui
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
ahd-e-inqalaab aayaa daur-e-aaftaab aayaa
muntazir thii.n ye aa.nkhe.n jis kii ik zamaane se