SEARCH RESULTS
Showing search results for "ishaaraat"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "ishaaraat"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "ishaaraat"
Geet
ko.ii hamraaz to paa.uu.n ko.ii hamdam to mile
dil kii dha.Dkan ke ishaaraat kise pesh karuu.n
Sahir Ludhianvi
Ghazal
ko.ii din bul-havas bhii shaad ho le.n
dharaa kyaa hai ishaaraat-e-nihaa.n me.n
Altaf Hussain Hali
Ghazal
ko.ii hamraaz to paa.uu.n ko.ii hamdam to mile
dil kii dha.Dkan ke ishaaraat kise pesh karuu.n
Sahir Ludhianvi
Sher
jab nigaaho.n ke ishaaraat badal jaate hai.n
KHud-ba-KHud pyaar ke jazbaat badal jaate hai.n
Shevan Bijnauri
Ghazal
kuchh aur bhii to ho in ishaaraat ke sivaa
ye sab to ai nigaah-e-karam baat baat baat
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
jo bhii kahnaa hai kaho saaf shikaayat hii sahii
in ishaaraat-o-kinaayaat se jii Dartaa hai
Hasan Naim
Marsiya
lekin tumhe.n tasviir ye kartii hai ishaarat
haa.n majlisiyaa.n roza-e-jannat kii bashaarat
Meer Muzaffar Husain Zameer
Ghazal
ik roz hu.e the kuchh ishaaraat KHafii se
aashiq hai.n ham us nargis-e-raanaa ke jabhii se
Firaq Gorakhpuri
Sher
ab khul ke kaho baat to kuchh baat banegii
ye daur-e-ishaaraat-o-kinaayaat nahii.n hai
Hafeez Merathi
Ghazal
hastii o adam kyaa hai.n ba-juz jumbish-e-abruu
ai jaan-e-kinaayaat ishaaraat kiye jaa
Abdul Hamid Adam
Ghazal
dil lubhaane ke bhii andaaz hu.aa karte hai.n
mast aa.nkho.n ke ishaaraat se Darte kyuu.n ho
Akhtar Azad
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
hai qahr o Gazab dekh taraf kushte ke zaalim
kartaa hai ishaarat bhii tuu talvaar se ab tak
Meer Taqi Meer
Ghazal
kar majlis-e-KHuubaa.n me.n zaraa sair ki baaham
hotaa hai ajab un ke ishaaraat kaa aalam












