SEARCH RESULTS
Showing search results for "jaah-o-mansab"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "jaah-o-mansab"
Ghazal
hai ta.aviiz suKHan kaa mo.ajiza 'sarmad' ki ham par
tilism-e-jaah-o-mansab be-asar rakkhe ga.e hai.n
Sarmad Sahbai
Ghazal
Dard Sironji
Mazahiya
maal o izzat jaah-o-mansab apne sab jaate rahe
rah ga.ii hai sirf un kii yaadgaarii in dino.n
Ranjoor Azimabadi
Ghazal
na maal-o-zar kii tamanna na jaah-o-mansab kii
mirii hayaat me.n bas tuu bahut zaruurii hai
Husain Khan Jhanjhat
DICTIONARY MATCHES
BOOKS MATCHES FOR "jaah-o-mansab"
MORE MATCHES FOR "jaah-o-mansab"
Ghazal
abhii ik nisbat-e-daar-o-rasan kaa qarz baaqii hai
faraaz jaah o mansab se utar aayaa to yaad aayaa
Ali Iftikhar Jafri
Qita
kyaa kam hai ye sharaf ki 'zafar' kaa Gulaam huu.n
maanaa ki jaah-o-mansab-o-sarvat nahii.n mujhe
Mirza Ghalib
Ghazal
Shohrat Bukhari
Ghazal
ajiib haal hai duniyaa-parast logo.n kaa
ma.aad kaa bhii KHayaal aur fikr-e-jaah bhii hai
Mirza Asman Jah Anjum
Ghazal
hai mere mansab-o-jaah-o-jalaal par bhii nazar
mirii taraf hii qabiile kaa dhyaan tho.Daa hai
Rustam Nami
Ghazal
use jo mansab-o-jaah-o-jalaal pyaaraa hai
to ham bhii kaasa-e-tohmat kahaa.n uThaate hai.n
Bismil Arifi
Nazm
shahar-e-yaran
vo pahu.nch jaa.e to hogii phir se barpaa anjuman
aur tartiib-e-maqaam-o-mansab-o-jaah-o-sharaf
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
agar KHuda mil gaya mujhko
na daulat na mahal na sar pe taaj maa.nguu.ngaa
na ohda-o-mansab na ko.ii jaah-o-jalaal
Abu Bakr Abbad
Ghazal
hindostaan saaya-e-gul paa-e-taKHt thaa
jaah-o-jalaal-e-ahd-e-visaal-e-butaa.n na puuchh
Mirza Ghalib
Ghazal
mashriq me.n hind-o-chiin ke baazaar yuu.n ba.Dhe
jaah-o-jalaal-e-maGribo-bartaanavii kii KHair
Ajay Sahaab
Nazm
tamasha-gah-e-lala-zar
vo shaahanshahaan-e-aaziim
vo pindaar-e-rafta kaa jaah-o-jalaal-e-qadiim
Noon Meem Rashid
Sher
vo maah bhar ke jaam-e-mai-naab le gayaa
ik dam me.n aaftaab ko mahtaab le gayaa