SEARCH RESULTS
Showing search results for "jaah-o-mansab"
Ghazal MATCHES FOR "jaah-o-mansab"
Ghazal
hai ta.aviiz suKHan kaa mo.ajiza 'sarmad' ki ham par
tilism-e-jaah-o-mansab be-asar rakkhe ga.e hai.n
Sarmad Sahbai
Ghazal
Dard Sironji
Ghazal
na maal-o-zar kii tamanna na jaah-o-mansab kii
mirii hayaat me.n bas tuu bahut zaruurii hai
Husain Khan Jhanjhat
Ghazal
abhii ik nisbat-e-daar-o-rasan kaa qarz baaqii hai
faraaz jaah o mansab se utar aayaa to yaad aayaa
Ali Iftikhar Jafri
Ghazal
Shohrat Bukhari
Ghazal
ajiib haal hai duniyaa-parast logo.n kaa
ma.aad kaa bhii KHayaal aur fikr-e-jaah bhii hai
Mirza Asman Jah Anjum
Ghazal
hai mere mansab-o-jaah-o-jalaal par bhii nazar
mirii taraf hii qabiile kaa dhyaan tho.Daa hai
Rustam Nami
Ghazal
use jo mansab-o-jaah-o-jalaal pyaaraa hai
to ham bhii kaasa-e-tohmat kahaa.n uThaate hai.n
Bismil Arifi
Ghazal
hindostaan saaya-e-gul paa-e-taKHt thaa
jaah-o-jalaal-e-ahd-e-visaal-e-butaa.n na puuchh
Mirza Ghalib
Ghazal
mashriq me.n hind-o-chiin ke baazaar yuu.n ba.Dhe
jaah-o-jalaal-e-maGribo-bartaanavii kii KHair
Ajay Sahaab
Ghazal
Naseem Dehlvi
Ghazal
banda-e-mazduur kii izzat bachaane ke liye
izz-o-jaah-e-qaisarii se kheltaa rahtaa huu.n mai.n
Agha Naginwi
Ghazal
Anand Narayan Mulla
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
nahii.n jin ko jaah-o-hasham kaa takabbur
vahii lutf-e-jaah-o-hasham dekhte hai.n