SEARCH RESULTS
Showing search results for "jaah-o-mansab"
Nazm MATCHES FOR "jaah-o-mansab"
Nazm
shahar-e-yaran
vo pahu.nch jaa.e to hogii phir se barpaa anjuman
aur tartiib-e-maqaam-o-mansab-o-jaah-o-sharaf
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
agar KHuda mil gaya mujhko
na daulat na mahal na sar pe taaj maa.nguu.ngaa
na ohda-o-mansab na ko.ii jaah-o-jalaal
Abu Bakr Abbad
Nazm
tamasha-gah-e-lala-zar
vo shaahanshahaan-e-aaziim
vo pindaar-e-rafta kaa jaah-o-jalaal-e-qadiim
Noon Meem Rashid
Nazm
majazi KHuda
vo taqaazaa-e-mansab majaazii KHudaa
jo KHudaa ban ke jannat bachaa na sakaa
Ishrat moin Seemaa
Nazm
shair ki iltija
hukuumat kaa nahii.n mai.n aarzuu-mand
na ye kahtaa huu.n jaah-o-maal-o-zar de
Fazlurrahman
Nazm
hum
to be-takalluf zamiir tak apnaa bech dete hai.n
jaah-o-sarvat kii manDiyo.n me.n
Zia Jalandhari
Nazm
tarana-e-qaumi
har zamaane me.n rahaa teraa ajab jaah-o-jalaal
saaya-e-rahmat ne daa.im tujh ko rakkhaa hai nihaal
Safeer Kakorvi
Nazm
amiron ki duniya
ko.ii apne aivaa.n kii rif.at pe naazaa.n
ko.ii hashmat-o-jaah-o-sarvat pe naazaa.n
Arsh Malsiyani
Nazm
ishwar pararthna
shaukat-e-jaah-o-hasham hai manzil-e-maqsuud hai
apne bando.n kii haqiiqat tujh se kab mafquud hai
Tika Ram Sukhan
Nazm
chand aur suraj
KHush-kun jab un kaa jaah-o-hasham ho
zauq-e-nazar phir kyo.n meraa kam ho
Ali Manzoor Hyderabadi
Nazm
bapu
tuu phuul ban ke mahkaa kuchh is tarah chaman me.n
KHushbuu samaa ga.ii hai afsurda jaan-o-tan me.n
Masooda Hayat
Nazm
mera watan
aarzuu hai tujhe hukuumat kii
jaah-o-sarvat kii shaan-o-shaukat kii