SEARCH RESULTS
Showing search results for "janaaza"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "janaaza"
Ghazal
tire va.ade par jiye ham to ye jaan jhuuT jaanaa
ki KHushii se mar na jaate agar e'tibaar hotaa
Mirza Ghalib
Sher
chal saath ki hasrat dil-e-marhuum se nikle
aashiq kaa janaaza hai zaraa dhuum se nikle
Fidvi Lahori
Ghazal
haDDiyaa.n hai.n ka.ii lipTii hu.ii zanjiiro.n me.n
liye jaate hai.n janaaza tire diivaane kaa
Fani Badayuni
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "janaaza"
Ghazal
maz.hab-e-'ishq ko.ii chho.D mare to mai.n ne
aise murtad kaa janaaza nahii.n hone denaa
Amir Ameer
Sher
Mirza Ghalib
Nazm
marhum aur mahrum
mai.n bojh kaa.ndho.n pe aise uThaa ke chaltaa huu.n
tumhaaraa jaise janaaza uThaa ke chaltaa thaa
Zubair Ali Tabish
Ghazal
roz jo chehre badalte hai.n libaaso.n kii tarah
ab janaaza zor se un kaa nikalnaa chaahiye
Gopaldas Neeraj
Sher
sub.h le jaate hai.n ham apnaa janaaza ghar se
shaam ko phir use kaa.ndho.n pe uThaa laate hai.n




