SEARCH RESULTS
Showing search results for "jazr-o-mad"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "jazr-o-mad"
Ghazal
har jazr-o-mad se dast-o-baGal uThte hai.n KHarosh
kis kaa hai raaz bahr me.n yaarab ki ye hai.n josh
Meer Taqi Meer
Kulliyat
har jazr-o-mad se dast-o-baGal uThte hai.n KHarosh
kis kaa hai raaz bahr me.n yaarab ki ye hai.n josh
Meer Taqi Meer
Sher
Siraj Lakhnavi
Ghazal
Amir Hamza Saqib
MORE MATCHES FOR "jazr-o-mad"
Nazm
tamasha
pahro.n muztarib rahtii hai.n lahre.n
uThaa karte hai.n jazr-o-mad bhii rah rah kar
Tabassum Azmi
Ghazal
KHvaahisho.n se valvalo.n se duur rahnaa chaahiye
jazr-o-mad me.n saahilo.n se duur rahnaa chaahiye
Bharat Bhushan Pant
Nazm
dusra tajraba
baa.nho.n me.n lamha lamha simaTne kii kaavishe.n
siine ke jazr-o-mad me.n samundar saa iztiraab
Himayat Ali Shayar
Ghazal
TuuTii naav kaa jab ho muhaafiz KHudaa
jazr-o-mad kyaa bha.nvar kyaa hai tuufaan kyaa
Bartar Madrasi
Nazm
soch bin
saarii chi.ngaariyaa.n mujh pe barsaa kare.n
bahr-e-idraak ke sab ke sab jazr-o-mad
Rasheed Ejaz
Nazm
bint-e-mahtab
vo jazr-o-mad tire siine kaa aur vo jazbaat
hai.n mere vaaste vahshat-KHarosh ye lamhaat
Sartaj Alam Abidi
Ghazal
jazr-o-mad rango.n ke dekho to pareshaan na ho
us kii aa.nkho.n kii samundar se shanaasaa.ii hai
Baqar Naqvi
Ghazal
jazr-o-mad husn ke dariyaa me.n nazar aataa hai
qaabil-e-diid hai aalam tirii a.ng.Daa.ii kaa