SEARCH RESULTS
Showing search results for "jiyaa"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "jiyaa"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "jiyaa"
Nazm
mauzu-e-suKHan
in damakte hu.e shahro.n kii faraavaa.n maKHluuq
kyuu.n faqat marne kii hasrat me.n jiyaa kartii hai
Faiz Ahmad Faiz
Sher
dekhii thii ek raat tirii zulf KHvaab me.n
phir jab talak jiyaa mai.n pareshaan hii rahaa
Raza Azimabadi
Ghazal
mai.n jis ko likhne ke armaan me.n jiyaa ab tak
varaq varaq vo fasaana bikhar gayaa yaaro
Shahryar
Ghazal
phuul ban kar jo jiyaa hai vo yahaa.n maslaa gayaa
ziist ko faulaad ke saa.nche me.n Dhalnaa chaahiye
Gopaldas Neeraj
Ghazal
Ahmad Faraz
Sher
KHud-kushii jurm bhii hai sabr kii tauhiin bhii hai
is liye ishq me.n mar mar ke jiyaa jaataa hai
Ibrat Siddiqui
Ghazal
tasalliyo.n pe bahut din jiyaa nahii.n jaataa
kuchh aisaa ho ke tiraa e.atibaar aa na sake
Waseem Barelvi
Ghazal
zindagii tujh ko jiyaa hai ko.ii afsos nahii.n
zahr KHud mai.n ne piyaa hai ko.ii afsos nahii.n





