SEARCH RESULTS
Showing search results for "jumuud"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "jumuud"
Ghazal
mire dil ko raas aayaa na jumuud-o-Gair-faanii
milii raah-e-zindagaanii mujhe KHaar se nikal kar
Shakeel Badayuni
Ghazal
harakat pe hai jumuud to iz.haar par sukuut
'naayaab' kis jahaan me.n rakkhaa gayaa mujhe
Jahangeer nayab
DICTIONARY MATCHES
BOOKS MATCHES FOR "jumuud"
MORE MATCHES FOR "jumuud"
Ghazal
Faryad Aazar
Nazm
intishaar
kabhii jumuud kabhii sirf intishaar saa hai
jahaa.n ko apnii tabaahii kaa intizaar saa hai
Kaifi Azmi
Nazm
raqqasa-e-hayat se
ho kar jumuud-e-gulshan-e-jannat se be-niyaaz
dozaKH ke be-panaah sharaaro.n pe raqs kar
Shakeel Badayuni
Ghazal
shahr-e-jaa.n par ka.ii barso.n se musallat hai jumuud
chhe.D kar dil ko chalo saaz kiye dete hai.n
Faragh Rohvi
Ghazal
yaa-rab ye zindagaanii me.n kaisaa jumuud hai
Thahraa hu.aa hai vaqt yaa Thahraa hu.aa huu.n mai.n
Zulfiqar Zaki
Ghazal
vo 'raam' naKHl-e-vafaa hai mai.n barg-e-aavaara
use jumuud milaa hai mujhe junuun milaa