SEARCH RESULTS
Showing search results for "jumuud"
Nazm MATCHES FOR "jumuud"
Nazm
intishaar
kabhii jumuud kabhii sirf intishaar saa hai
jahaa.n ko apnii tabaahii kaa intizaar saa hai
Kaifi Azmi
Nazm
raqqasa-e-hayat se
ho kar jumuud-e-gulshan-e-jannat se be-niyaaz
dozaKH ke be-panaah sharaaro.n pe raqs kar
Shakeel Badayuni
Nazm
baadal
chho.Daa hai aaj ziist ko KHvaab-e-jumuud ne
un baadalo.n se taaza hu.ii hai hayaat phir
Noon Meem Rashid
Nazm
dehli
hamaarii majlis-e-shuuraa ke uu.nche uu.nche mahal
nazar jhukaa.e jumuud-e-amal se sar bojhal
Wamiq Jaunpuri
Nazm
jumud
tum se be-ra.ngii-e-hastii kaa gila karnaa thaa
dil pe ambaar hai KHuu.n-gashta tamannaa.o.n kaa
Akhtarul Iman
Nazm
zindagi ke darwaze par
muztarib ho ke gharo.ndo.n se nikal aayaa hai
jaise ab to.D hii Daalegaa ye barso.n kaa jumuud
Akhtarul Iman
Nazm
aaina-KHane ke qaidi se
jab havaa-e-shoKH kii mauj-e-shariir
to.D jaatii hai kisii khi.Dkii ke parde kaa jumuud
Ameeq Hanafi
Nazm
mustaqbil
rif.ato.n par har taraf chhaa jaa.egaa zo.af o jumuud
arsh vaale maa.il-e-taht-us-suraa ho jaa.e.nge
Ahmaq Phaphoondvi
Nazm
satwin pisli mein pili chandni
saatvii.n pislii me.n piilii chaandnii
aur taaro.n kii udaasii kaa jumuud