SEARCH RESULTS
Showing search results for "jumuud"
Ghazal MATCHES FOR "jumuud"
Ghazal
mire dil ko raas aayaa na jumuud-o-Gair-faanii
milii raah-e-zindagaanii mujhe KHaar se nikal kar
Shakeel Badayuni
Ghazal
harakat pe hai jumuud to iz.haar par sukuut
'naayaab' kis jahaan me.n rakkhaa gayaa mujhe
Jahangeer nayab
Ghazal
tirii bahisht hai dasht-e-jumuud-o-bahr-e-sukuut
mirii sarisht hai aashob-e-zaat se bekal
Ahmad Faraz
Ghazal
ra.ng aaKHir le hii aayaa merii socho.n kaa jumuud
barf ke suuraj balaa kii dhuup phailaane lage
Iqbal Sajid
Ghazal
Faryad Aazar
Ghazal
shahr-e-jaa.n par ka.ii barso.n se musallat hai jumuud
chhe.D kar dil ko chalo saaz kiye dete hai.n
Faragh Rohvi
Ghazal
yaa-rab ye zindagaanii me.n kaisaa jumuud hai
Thahraa hu.aa hai vaqt yaa Thahraa hu.aa huu.n mai.n
Zulfiqar Zaki
Ghazal
Nazeer Siddiqui
Ghazal
vo 'raam' naKHl-e-vafaa hai mai.n barg-e-aavaara
use jumuud milaa hai mujhe junuun milaa
Ram Riyaz
Ghazal
Jaimini Sarshar
Ghazal
is baar shauq-e-vasl kii lazzat bhii kho ga.ii
taarii rahaa jumuud miraa dil nahii.n lagaa
Komal Joya
Ghazal
bahut jumuud hai taarii ko.ii KHayaal zaraa
nayaa saa lafz mirii KHaak par uchhaal zaraa
Zia Zameer
Ghazal
parbat giregaa TuuT ke gahre nasheb me.n
kab tak jumuud barf kaa vo bojh Dho.egaa
Parkash Fikri
Ghazal
ik dast-e-Gaib ne mujhe laa chaak par dharaa
phir vaqt ke jumuud me.n guu.ndhaa gayaa mujhe
Daniyal Tareer
Ghazal
tahriik jab jumuud ke saa.nche me.n Dhal ga.ii
aisaa lagaa ki KHuun rago.n me.n Thahar gayaa
Sajid Asar
Ghazal
usii kii aa.nch se pighlegaa zindagii kaa jumuud
jo soz aaj ba-zaahir dilo.n me.n kam kam hai
Naresh Kumar Shad
Ghazal
ahd-e-jumuud jiite-jii be-maut kii hai maut
hai lutf zindagii kaa to bas inqalaab me.n