SEARCH RESULTS
Showing search results for "kaar-e-ishq"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "kaar-e-ishq"
Ghazal
kahtaa hai kaar-e-'ishq me.n mar jaanaa chaahiye
is KHush-gumaa.n ko aap se milvaanaa chaahiye
Shariq Kaifi
Sher
Shakeel Jazib
Sher
ye kaar-e-ishq to bachcho.n kaa khel Thahraa hai
so kaar-e-ishq me.n ko.ii kamaal kyaa karnaa
Hasan Abbas Raza
Ghazal
milii bhii kyaa dar-e-daulat se kaar-e-ishq kii daad
yahii ki tesha-e-farhaad bar-sar-e-farhaad
Sahar Ansari
Ghazal
ko.ii hasiin hai muKHtaar-e-kaar-KHaana-e-ishq
ki laa-makaa.n hii kii chaukhaT hai aastaana-e-ishq
Ahmad Husain Mail
MORE MATCHES FOR "kaar-e-ishq"
Ghazal
ro kar nasiib-e-ishq ko barsaat bhii ga.ii
bha.Dkaa ke aag bhiigii hu.ii raat bhii ga.ii
Shahab Ashraf
Sher
ai muqallid bul-havas ham se na kar daavaa-e-ishq
daaG laala kii tarah rakhte hai.n maadar-zaad ham
Ishq Aurangabadi
Ghazal
log rote bhii hai.n turbat me.n luTaa kar ai 'ashk'
aur siine pe bhii ik sa.ng-e-giraa.n rakhte hai.n
Ashk Rampuri
Sher
maa-sivaa-e-kaar-aah-o-ashk kyaa hai ishq me.n
hai savaad-e-aab-o-aatish diida o dil ke qariib
Alamtaab Tishna
Ghazal
sard na kar mazaaq-e-ishq be-KHudii-e-namaaz me.n
aa.nkh ko duurbii.n banaa jalva-gah-e-majaaz me.n
Talib Baghpati
Ghazal
do ashk jaane kis liye palko.n pe aa kar Tik ga.e
altaaf kii baarish tirii ikraam kaa dariyaa tiraa
Ibn e Insha
Ghazal
ai 'ashk' zindagii me.n na puuchhii kisii ne baat
ab KHaak chuumte hai.n hamaare mazaar kii
Ashk Amritsari
Ghazal
mai.n sochtaa huu.n bhalaa mere jasd-e-KHaakii se
ai 'ashk' kyaa mire taar-e-nafas kaa rishta thaa