SEARCH RESULTS
Showing search results for "kaar-e-ishq"
Ghazal MATCHES FOR "kaar-e-ishq"
Ghazal
kahtaa hai kaar-e-'ishq me.n mar jaanaa chaahiye
is KHush-gumaa.n ko aap se milvaanaa chaahiye
Shariq Kaifi
Ghazal
milii bhii kyaa dar-e-daulat se kaar-e-ishq kii daad
yahii ki tesha-e-farhaad bar-sar-e-farhaad
Sahar Ansari
Ghazal
ko.ii hasiin hai muKHtaar-e-kaar-KHaana-e-ishq
ki laa-makaa.n hii kii chaukhaT hai aastaana-e-ishq
Ahmad Husain Mail
Ghazal
ro kar nasiib-e-ishq ko barsaat bhii ga.ii
bha.Dkaa ke aag bhiigii hu.ii raat bhii ga.ii
Shahab Ashraf
Ghazal
log rote bhii hai.n turbat me.n luTaa kar ai 'ashk'
aur siine pe bhii ik sa.ng-e-giraa.n rakhte hai.n
Ashk Rampuri
Ghazal
sard na kar mazaaq-e-ishq be-KHudii-e-namaaz me.n
aa.nkh ko duurbii.n banaa jalva-gah-e-majaaz me.n
Talib Baghpati
Ghazal
do ashk jaane kis liye palko.n pe aa kar Tik ga.e
altaaf kii baarish tirii ikraam kaa dariyaa tiraa
Ibn e Insha
Ghazal
ai 'ashk' zindagii me.n na puuchhii kisii ne baat
ab KHaak chuumte hai.n hamaare mazaar kii
Ashk Amritsari
Ghazal
mai.n sochtaa huu.n bhalaa mere jasd-e-KHaakii se
ai 'ashk' kyaa mire taar-e-nafas kaa rishta thaa
Raza Ashk
Ghazal
ashk' apne siina-e-pur-KHuu.n me.n sail-e-ashk bhii
rok rakhtaa huu.n jigar ke KHuun kii tahliil tak
Ashk Amritsari
Ghazal
do bol dil ke hai.n jo har ik dil ko chhuu sake.n
ai 'ashk' varna sher hai.n kyaa shaa.irii hai kyaa
Ibrahim Ashk
Ghazal
Ashk Amritsari
Ghazal
baada-e-shauq dil se pii ai 'ashk'
shiisha-o-jaam kuchh zaruur nahii.n
Syed Mohammad Zafar, Ashk Sanbhali
Ghazal
tujh KHat kii yaad me.n dil-e-hairaan-e-ishq kaa
durr-e-najaf kii tarah se muudaar thaa so hai
Ishq Aurangabadi
Ghazal
fikr-e-suKHan hii 'ashk' hai zauq-e-amal miraa
is ke sivaa na kaar-e-jahaa.n ko.ii raas thaa
Ibrahim Ashk
Ghazal
na uThe jaur kisii se to vo ro kar bole
be-maza ho ga.e ham 'ashk' ke mar jaane se