SEARCH RESULTS
Showing search results for "kaar-e-ishq"
Nazm MATCHES FOR "kaar-e-ishq"
Nazm
gurez
apne naino.n se sulagte hu.e diipak le kar
pyaar kii jot jagaane ko chalii aa.ii ho
Raza Ashk
Nazm
sham se ta-ba-sahar kitne sitare TuTe
yaad ashko.n me.n nahaa kar tire paikar me.n Dhalii
marmarii.n paikar-e-andaaz ba-KHvaab-aaluuda
Ahsan Ahmad Ashk
Nazm
dil-ashob
par ishq o vafaa ke yaad rahe aadaab ise
tiraa naam o maqaam jo puuchhaa, ha.ns kar Taal gayaa
Ibn e Insha
Nazm
gulha-e-aqidat
qumriyaa.n miiThe suro.n ke saaz le kar aa ga.ii.n
bulbule.n mil-jul ke aazaadii ke gun gaane lagii.n
Syeda Shan-e-Meraj
Nazm
subh-e-shab-e-intizar
kha.Daa hai hausla-e-amn-o-aashatii le kar
na ko.ii KHod badan par na haath me.n shamshiir
Syeda Shan-e-Meraj
Nazm
kisi ki sada
zarra zarra jhuum kar lene lagaa a.ng.Daa.iyaa.n
kahkashaa.n takne lagii hairat se suu-e-juu-e-baar
Ibn-e-Safi
Nazm
ajab hai khel carrom ka
lo us kii shart bhii sun lo ki
kaniiz-e-KHaas ko le kar hii raanii aap kii hogii
Ibn-e-Mufti
Nazm
ai ishq hamein barbaad na kar
Gamgii.n na banaa naashaad na kar
ai ishq hame.n barbaad na kar
Akhtar Shirani
Nazm
jawed ke nam
dayaar-e-ishq me.n apnaa maqaam paidaa kar
nayaa zamaana na.e sub.h o shaam paidaa kar
Allama Iqbal
Nazm
prem bina man suna
suunii ab ye sej pa.Dii hai
kab tuu aa kar prem biraaje
Rukhsana Nikhat Lari Umm-e-Hani
Nazm
tamam umr darud-o-salam par rakh do
raihaan-e-'ishq ke pahluu me.n kuchh lave.n rakh kar
tum 'ain 'ishq kii timsaal me.n mujhe Dhaalo
Nadeem Najid
Nazm
nazr-e-iqbaal
jahaa.n me.n misl-e-alii apnaa naam paidaa kar
''dayaar-e-ishq me.n apnaa maqaam paidaa kar''
Adeel Zaidi
Nazm
taj
vaaqa.ii taabiir-e-KHvaab-e-husn-o-ishq
aaKHirii tasviir-e-tuufaan-e-bahaar