SEARCH RESULTS
Showing search results for "kashmakash-e-imtihaa.n"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "kashmakash-e-imtihaa.n"
Ghazal
Thukraa diye hai.n aql o KHirad ke sanam-kade
ghabraa chuke the kashmakash-e-imtihaa.n se ham
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
naakaamiyo.n kaa ab ye taqaazaa hai baar baar
har vaqt ek kashmakash-e-imtihaa.n rahe
Azmat Abdul Qayyum Khan
Ghazal
daar-o-madaar jism kaa us ke hii dam se hai
dil mubtalaa-e-kashmakash-e-imtihaa.n na ho
Hunar Rasoolpuri
Ghazal
maayuus bhii to karte nahii.n tum za-raah-e-naaz
ta.ng aa ga.e hai.n kashmakash-e-imtihaa.n se ham
Hasrat Mohani
Ghazal
chalte hai.n kuu-e-yaar me.n hai vaqt-e-imtihaa.n
himmat na haarnaa dil-e-biimaar dekhnaa
Parveen Umm-e-Mushtaq
MORE MATCHES FOR "kashmakash-e-imtihaa.n"
Ghazal
kitnaa ba.Daa azaab hai baatin kii kashmakash
aa.iina sab kaa garmii-e-jauhar se kaT gayaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
ik imtihaan-e-vafaa hai ye umr bhar kaa azaab
kha.Daa na rahtaa agar zalzalo.n me.n kyaa kartaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
na is ke saath hamaaraa bhii mol hone lage
hai.n kashmakash me.n ki musht-e-guhar kahaa.n khole.n
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
kuchh bhii to apne paas nahii.n juz-mataa-e-dil
kyaa is se ba.Dh ke aur bhii ko.ii hai imtihaa.n
Ibn-e-Safi
Ghazal
Raza Hamdani
Ghazal
ham ne dekhe hai.n bahut gardish-e-ayyaam ke ra.ng
baarhaa kashmakash-e-charKH-e-kuhan se nikle
Mohammad Saeed Razmi
Ghazal
tan fart-e-lataafat se ho jab ruuh-e-mujassam
kyaa zor chale kashmakash-e-band-e-qabaa kaa
Syed Yusuf Ali Khan Nazim
Sher
manzil na milii kashmakash-e-ahl-e-nazar me.n
is bhii.D se mai.n apnii nazar le ke chalaa huu.n
Salik Lakhnavi
Ghazal
ye kashmakash-e-shams-o-qamar dekhte chaliye
aaho.n kaa zaraa apnii asar dekhte chaliye
Abdul Qadir Ahqar Azizi
Nazm
parchhaiyan
magar unhe.n to muraado.n kii raat mil jaa.e
hame.n to kashmakash-e-marg-e-be-amaa.n hii milii
Sahir Ludhianvi
Ghazal
aa gayaa kashmakash-e-suud-o-ziyaa.n kaa hangaam
dasht karne lage pathraav tarab-KHaano.n par
Abdur Rauf Urooj
Ghazal
ab ham hai.n aur kashmakash-e-mauj-e-iztiraab
kashtii Dubo.ii aur alag naaKHudaa hu.aa
Nazish Badayuni
Ghazal
na.ii mohabbate.n 'KHaalid' puraanii dostiyaa.n
azaab-e-kashmakash-e-be-amaa.n me.n rahte hai.n