SEARCH RESULTS
Showing search results for "khaat"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "khaat"
Ghazal
KHat aisaa likhaa hai ki nagiine se ja.De hai.n
vo haath ki jis ne ko.ii zevar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
Mirza Ghalib
PAGE MATCHES FOR "khaat"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "khaat"
Ghazal
dil-e-naadaa.n na dha.Dak ai dil-e-naadaa.n na dha.Dak
ko.ii KHat le ke pa.Dosii ke ghar aayaa hogaa
Kaif Bhopali
Nazm
daraKHt-e-zard
use tum phone karte aur KHat likhte rahe hoge
na jaane tum ne kitnii kam Galat urdu likhii hogii
Jaun Eliya
Ghazal
chaar din rah ga.e mele me.n magar ab ke bhii
us ne aane ke liye KHat me.n likhaa kuchh bhii nahii.n
Akhtar Shumar
Ghazal
kabhii likhvaane ga.e KHat kabhii pa.Dhvaane ga.e
ham hasiino.n se isii hiile bahaane se mile
Kaif Bhopali
Nazm
mujhse pahli si mohabbat meri mahbub na mang
KHaak me.n luTh.De hu.e KHuun me.n nahlaa.e hu.e
jism nikle hu.e amraaz ke tannuuro.n se
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
aaKHiri mulaqat
vo KHat jo kabhii mai.n ne na pa.Dhe
mat roko inhe.n paas aane do