SEARCH RESULTS
Showing search results for "kharaab"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "kharaab"
Ghazal
sunaa hai rabt hai us ko KHaraab-haalo.n se
so apne aap ko barbaad kar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Nazm
bhali si ek shakl thi
na aashiqii junuun kii
ki zindagii azaab ho
na is qadar kaThor-pan
ki dostii KHaraab ho
Ahmad Faraz
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "kharaab"
Ghazal
kyaa kyaa na ham KHaraab hu.e hai.n magar ye dil
ai yaad-e-yaar teraa Thikaana bahut hu.aa
Ahmad Faraz
Ghazal
mai.n KHud ye chaahtaa huu.n ki haalaat ho.n KHaraab
mere KHilaaf zahr ugaltaa phire ko.ii
Jaun Eliya
Ghazal
ye tiis barso.n se kuchh baras piichhe chal rahii hai
mujhe gha.Dii kaa KHaraab purza nikaalnaa hai


