SEARCH RESULTS
Showing search results for "kharaab"
Ghazal MATCHES FOR "kharaab"
Ghazal
sunaa hai rabt hai us ko KHaraab-haalo.n se
so apne aap ko barbaad kar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
tere visaal ke liye apne kamaal ke liye
haalat-e-dil ki thii KHaraab aur KHaraab kii ga.ii
Jaun Eliya
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
kyaa kyaa na ham KHaraab hu.e hai.n magar ye dil
ai yaad-e-yaar teraa Thikaana bahut hu.aa
Ahmad Faraz
Ghazal
mai.n KHud ye chaahtaa huu.n ki haalaat ho.n KHaraab
mere KHilaaf zahr ugaltaa phire ko.ii
Jaun Eliya
Ghazal
ye tiis barso.n se kuchh baras piichhe chal rahii hai
mujhe gha.Dii kaa KHaraab purza nikaalnaa hai
Umair Najmi
Ghazal
Muneer Niyazi
Ghazal
kahii.n yahii to nahii.n kaashif-e-hayaat-o-mamaat
ye husn o ishq ba-zaahir hai.n be-KHabar phir bhii
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
kyaa hai jo ho gayaa huu.n mai.n tho.Daa bahut KHaraab
tho.Daa bahut KHaraab to honaa bhii chaahiye
Jawad Sheikh
Ghazal
ham ko haqiiqato.n ne kiyaa hai KHaraab-o-KHvaar
ham KHvaab-e-KHvaab aur gumaan-e-gumaa.n ke the
Jaun Eliya
Ghazal
kaun o makaa.n se hai dil-e-vahshii kanaara-giir
is KHaanumaa.n-KHaraab ne Dhuu.nDaa hai ghar kahaa.n
Altaf Hussain Hali
Ghazal
kab se huu.n kyaa bataa.uu.n jahaan-e-KHaraab me.n
shab-haa-e-hijr ko bhii rakhuu.n gar hisaab me.n