SEARCH RESULTS
Showing search results for "kharaab"
Nazm MATCHES FOR "kharaab"
Nazm
ramaen ka ek sin
dekhe hai.n is se ba.Dh ke zamaane ne inqalaab
jin se ki be-gunaaho.n kii umre.n hu.ii.n KHaraab
Chakbast Braj Narayan
Nazm
hinDola
KHabar na burd ba-rustam kase ki sohraabam
na puuchh aalam-e-kaam-o-dahan nadiim mire
Firaq Gorakhpuri
Nazm
inqalab
zamaana aane hii vaalaa hai jab ham ai zaalim
tujhe bhii KHvaar tujhe bhii KHaraab dekhe.nge
Ahmaq Phaphoondvi
Nazm
biwiyan
vo saas yaa sasur ho.n ki devar ho sab KHaraab
aayaa hu.aa hai maike se kuttaa bhii laa-javaab
Nashtar Amrohvi
Nazm
pand-nama
KHud ko Garq-e-sharaab-e-naab na kar
dekh apne ko yuu.n KHaraab na kar
Josh Malihabadi
Nazm
KHusha zamanat-e-gham
har ek KHaana-e-viiraa.n kii tiirgii pe salaam
har ek KHaak-basar, KHaanumaa.n-KHaraab kii KHair
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
dil-ashob
ye shaKHs yahaa.n paamaal rahaa, paamaal gayaa
tirii chaah me.n dekhaa ham ne ba-haal-e-KHaraab ise
Ibn e Insha
Nazm
mahatma-gandhi
jafaa-o-jaur ne kii KHuub apnii barbaadii
KHaraab-haal na dil raat kyuu.n huu.n fariyaadii
Bismil Allahabadi
Nazm
dard-e-dil
ye nasiim-e-saharii aaj KHabar laa.ii hai
saal guzraa mire gulshan me.n bahaar aa.ii hai
Chakbast Braj Narayan
Nazm
ek jila-watan ki wapsi
phir KHabar garm hai vo jaan-e-vatan aataa hai
phir vo zindaanii-e-zindaan-e-vatan aataa hai