SEARCH RESULTS
Showing search results for "khaufnaak"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "khaufnaak"
Quote
Mustansar Husain Tarar
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "khaufnaak"
Mazahiya
mai.n ne kahaa ki un kii Gazal saaf-o-paak hai
bole ki un kii shakl ba.Dii KHaufnaak hai
Dilawar Figar
Nazm
zaifa
uf laraztii KHaufnaak aavaaz chaukiidaar kii
nabz chhuuTii jaa rahii hai gumbad-e-davvaar kii
Josh Malihabadi
Ghazal
vo dasht-e-KHaufnaak rahaa hai miraa vatan
sun kar jise KHizr ne safar se hazar kiyaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
KHaufnaak aavaaze.n vahshiyo.n ke ha.ngaame
raunaq-e-bayaabaa.n hai.n raat ke a.ndhere me.n
Mahfuzur Rahman Adil
Ghazal
qadam ko piichhe rah-e-KHaufnaak-e-ishq me.n rakh
ye pahle dekh le dil hai ishaara kyaa kartaa
Haidar Ali Aatish
Kulliyat
vo dasht-e-KHaufnaak rahaa hai miraa vatan
sun kar jise KHizr ne safar se hazar kiyaa