SEARCH RESULTS
Showing search results for "khaufnaak"
Ghazal MATCHES FOR "khaufnaak"
Ghazal
vo dasht-e-KHaufnaak rahaa hai miraa vatan
sun kar jise KHizr ne safar se hazar kiyaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
KHaufnaak aavaaze.n vahshiyo.n ke ha.ngaame
raunaq-e-bayaabaa.n hai.n raat ke a.ndhere me.n
Mahfuzur Rahman Adil
Ghazal
qadam ko piichhe rah-e-KHaufnaak-e-ishq me.n rakh
ye pahle dekh le dil hai ishaara kyaa kartaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
mash.huur hai ki ishq kii raahe.n hai.n KHaufnaak
himmat se pahle puuchh safar kar sake to kar
Mirza Altaf Husain Alim Lucknowi
Ghazal
Moni Gopal Tapish
Ghazal
ajiib baat bataa.ii hai jugnu.o.n ne hame.n
vo buu.Dhaa saadhuu nahii.n KHaufnaak KHanjar thaa
Ramesh Kanwal
Ghazal
Tanveer Monis
Ghazal
is KHaufnaak aa.ndhii kaa jab tak pata chalaa
tab tak hamaare haatho.n se vo le u.Dii charaaG
Ali Raza Baloch
Ghazal
maayuusii-e-nazar ke manaazir hai.n KHaufnaak
phir aap hii kahe.nge mujhe ye gumaa.n na thaa
Mirza Altaf Husain Alim Lucknowi
Ghazal
bure dino.n kaa mai.n ik KHaufnaak manzar huu.n
mujhe kabhii bhii ko.ii shaKHs yaad kar na sakaa
Shahid Kaleem
Ghazal
mai.n us ke vaaste ek dasht-e-KHaufnaak rahaa
vo paar kartaa mujhe kyaa havaa se Darte hu.e
Naseem Ajmal
Ghazal
Yaqoob Tasawwur
Ghazal
ubhar rahaa hai jo naqsha vo KHaufnaak sahii
damak rahii thii havelii patang kyaa karte
Bismil Arifi
Ghazal
juu-e-talab ke lams me.n mauj-e-fanaa milii
ik jhiil KHaufnaak samundar se jaa milii
Musavvir Sabzwari
Ghazal
shahr jo luuTe ga.e ho.n un kaa manzar dekhiye
KHaufnaak itne bhalaa hote hai.n viiraane kahaa.n
Shadan Barabankvi
Ghazal
KHaufnaakii asar-andaaz hu.aa kartii hai
is ko aKHbaar kii maanind na ghar ghar phailaa
Anwar Minai
Ghazal
tamaam-umr rahaa KHauf-e-naa-paziiraa.ii
jidhar se guzre hai.n diivaana-vaar guzre hai.n