SEARCH RESULTS
Showing search results for "khavaas"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "khavaas"
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
Abul Mujahid Zahid
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "khavaas"
Ghazal
phir darmiyaan-e-aql-o-junuu.n ja.ng chhi.D ga.ii
phir majma-e-KHavaaas giroho.n me.n baT gayaa
Shakeb Jalali
Ghazal
KHavaas aur bhii ma.aluum ho sake.n shaayad
hamaarii KHaak pe tahqiiq jaarii rah jaa.e
Shahid Makuli
Ghazal
lage hu.e hai.n zamaane ke intizaam me.n ham
kabhii KHavaas me.n shaamil kabhii avaam me.n ham
Farhat Ehsas
Nazm
baada-e-ishq se sarshaar guru-nanak the
abr-e-naisaa.n kaa KHavaas un kii nasiihat me.n thaa
lab-e-shiirii.n se guhar-baar guruu-naanak the
Shyam Sunder Lal Barq
Ghazal
sitam-zariifii-e-taariiKH hai ki masnad-giir
sadaa KHavaas hu.e inqalaab-e-aam ke ba.ad
Shaukat Wasti
Ghazal
sharaab-KHaana tiraa aisaa intiKHaab nahii.n hai
KHavaas piite hai.n sab ke liye sharaab nahii.n hai
Kamal Ahmad Siddiqi
Ghazal
Gam me.n KHushii KHushii me.n kabhii Gam badal ga.e
baaham KHavaas-e-sho.ala-o-shabnam badal ga.e
Shaukat Wasti
Nazm
urdu nazm
dil-e-KHavaas hai ruuh-e-avaam hai urdu
zabaa.n nahii.n hai mukammal nizaam hai urdu











